Joint pain is the most common disease in old age due to obesity excess of uric acid. Here you can find different treatment of joings pain in urdu.
Joron k dard ki chand ehem yeh hain. Old age main bouth ziada kaam karna, Motapa,Excercise na karna, Jisma main Calcium Ki Kami, In asbab ki waja se joron ar dabao barta hai jis ki waja se jor damage ho jatan hain aur jism main joron ka dard shoro ho jata ha. Jism main peeth kay nichlay hissay or ghutnay kay jor ziada mutasir hotay hian.
Jo log kam chaltay phirtay or aram talab hotay hain theek andaz main kharay nahin hotay, is ki waja say in kay joroan par dabao barh jata hai or khaas tor par peeth main dard ki takleef hojati hai.
Joron k dard ka marz borhon ko ziada lahaq hota hai, in kay jor sooj jatay hain. Joron ki yeh soojan in kay leye pareshan kun hoti ha in main honay wala dard in kay leye bari takleef ka sabab ban jata hai. Barwaqt ilaaj na karany ki surat main marz barhta jata hai or dosray jor bhi mutasir honay lagtay hain. Is article main app Joron k dard ka ilaj, pathon ki kamzori ka ilaj jahn saken gain jin par amal kar k aap joron k dard se nijat hasil kar saktain hain.
Qadeem Cheeni tareeqa ilaj main adrak ko joron aur pathon ki takaleef ke ilaj k liye istamal kya jata tha. Adrak k tibbi fawaid ki waja se usay joron aur pathon I takaleef se nijat ka zareya qarar diya hai. Adrak ka rozana istemaal joron aur pathon ki takaleef se hifazat ka zareya hai. Adrak ka rozana istamal joron aur pathon k dard main 20 se 25% kami k sabab banta ha
Adrak k zariye joron, pathon aur kamar main dard ka ilaj karne ka qudrati tareeq ye ha k Khushk adrak jisay hum sonth kehte hain aus ko Jaiphal k sath pees kar kisi kapray ya patti main rak k is ko joron par wahan raken jahan dard ho raha ha is tara karney se joron k dard se nijaat mil jati hai.
Joron k dard sy pachney k lehe pani ka istamal ziaday Karin. Narm sol wali jotain ka istamal karan, flat joti ka istamal kam se kam karain, lambi arhoin wali joti ka istamal na karain. Nazma paren kuin k namza k zariay b jism ki warzih ho jati ha. Exercise Karin is se jism main lachak peda hoti ha aur joron k dard ka katra nai rehta.
joron k dard ka ilaj-pathon ki kamzori ka ilaj-pathon ki kamzori-pathon ka khichao ka ilaj-gathiya-joint pain treatment in hindi-knee pain treatment in hindi-arthritis treatment in ayurveda in hindi-pathon ki kamzori ka rohani ilaj-ghutno ka dard ka ilaj-dard ki dua-joint pain treatment in urdu-knee pain treatment in urdu-phyton k dard ka ilaj-dua for knee joint pain-bones pain treatment in urdu-arthritis ka ilaj in urdu-home remedies for knee pain in hindi-desi ilaj for joint pain-pathon ka dard ka ilaj-best treatment of gathiya-wazifa for knee pain-ghutno ka dard ka ilaj-joron k dard ka oil-joint pain treatment in urdu-jodo ke dard ki dawa in hindi
پاکستان سمیت دنیا میں زیادہ تر افراد جوڑوں اور پٹھوں کے درد میں مبتلا ہیں۔ اگر ہلکی ورزش اور مناسب خوراک کے ساتھ پانی کا کثرت سے استعمال کیا جائے تو جوڑوں کے درد کے ساتھ ساتھ بہت سی بیماریوں سے بچا جا سکتا ہے۔ مردوں کے مقابلے میں جوڑوں اور پٹھوں کا مرکز خواتین میں زیادہ پایا جاتا ہے۔ ماہرین آرتھوپیڈک کے مطابق جوڑوں اور پٹھوں کے درد کی بنیادی وجہ ہمارا لائف سٹائل ہے۔ خواتین میں اس کی بڑی وجہ دوران حمل کیلشیم کی کمی ہے جس کی وجہ سے خواتین میں جوڑوں کی بیماری بڑھ جاتی ہے۔
جوڑوں ، گھٹنوں ، پاوں اور کمر میں درد کی ایک وجہ جسم میں یورک ایسڈ بھی ہے۔ اگر کوئی یورک ایسڈ کی بیماری میں مبتلا ہو جائے تو اسے فوراََ پروٹین کی مقدار کم کر دینی چاہنے ، سبز پتوں والی سبزیوں اور دالوں کا زیادہ استعمال شروع کر دینا چاہیے ۔
جوڑوں، پاوں اور کمر درد سے بچنے کے لیے یہ بھی ضروری ہے کہ نرم سول اور چھوٹی ایڑھی والے جوتے استعمال کئے جائیں، فلیٹ شوز استعمال نہ کریں چھوٹی ایڑی والی جوتی بہترین ہے۔ روزانہ ورزش کو اپنا معمول بنا لینے کیوں کے ورزش کرنے سے جسم میں لچک پیدا ہوتی ہے جس کی وجہ سے جوڑوں میں تکلیف پیدا نہیں ہوتی ۔ نماز پڑھنے کو اپنا معمول بنا لیں کیونکہ اس سے بھی جسم کی ورزش بھی ہو جاتی ہے اور ویسے بھی نماز انسان کو بہت سی بیماریوں سے بچاتی ہے۔
گھٹنوں کے درد ، جوڑوں کے درد اور کمر درد سے بچنے کے لیے حیاتین یعنی وٹامنز سے بھر پور پھل کھانے چاہیے جیسے آم، چکوترا، پیپتا، سنگترا، مالٹا اور کینو اس درد سے نجات کا ذریعہ ہیں۔ہفتے میں ایک دفعہ مچھلی کا گوشت ضرور کھائیں۔ جوڑوں کے درد میں مبتلا افراد آڑو کا کثرت سے استعمال کریں جس سے جوڑوں کا درد ختم ہو جائے گا۔
اگر آپ جوڑوں ، گھٹنوں یا پھر کمر درد کی تکلیف میں مبتلا ہیں اور ہر طرح کا علاج کروانے کے بعد بھی اس مرض سے نجات نہیں پا سکیں تو بھی گھبرانے کی بالکل ضرورت نہیں کیونکہ ہم آپ کو ایک ایسا نسخے بتا رہے ہیں جس کے استعمال سے یہ درد ختم ہو جائیں گے۔
گھٹنوں کے درد کے لیے نیچے دئے گئے طریقہ کے مطابق تیل تیار کریں اور اس تیل سے 3دن گھٹنوں کی مالش کریں انشا اللہ گھٹنوں کا درد ختم ہو جائے گا۔ اور آپ نارمل زندگی گزار سکتے ہیں۔
Wazifa For Diseases of Heart, Wazifa for Heart Pain, Wazifa for Heart Attack, Dua for Heart
Muhabbat Hasil Karne Ke Liye Wazifa- Wazifa For Love Marriage In Urdu
Skin Allergy Treatment In Urdu | Allergy Ka Desi Aur Rohani ilaj
Wazifa For Removing Pimples-Keel Mohasay Khatam Karne Ka Tarika
Wazifa For Crying Baby Rone Wale Bache Ko Chup Karane Ki Dua
Aulad K Liye Wazifa-Bete K Liye Wazifa-Be Olad Afrad K Ly Wazifa
Ilum ul Adad And Lucky Ring Stone-Discover Your Ring Stone Color According to Your Name
Rizq Main Izafa Ki Dua, Aamdani Mein Izafa K Lehey Wazifa, Karobar Mein Barkat Ki Dua In Urdu
17 WAZAYIF SAY ZINDAGI ASAN BY HAKEEM TARIQ MEHMOOD CHUGHTAI
Ashobe-e-Chasham Ka Ilaaj Aur Aankon Ki Bemarion K Lehe Wazifa
Ism e Azam-How You Know Your Ism E Azam-Formula to Know Ism e Azam
Ism e Azam-How You Know Your Ism E Azam-Formula to Know Ism e Azam
Wazifa For Brain Power-Wazifa For Sharp Memory-Wazifa For Success In Exam
Leave a Reply