Qarz Say Nijaat Ka Wazifa

Qarza Ada Karne K Wazaif
Qarz Say Nijaat Ka Wazifa

Merey maali haalaat bauhat khrab hain aur ma qarz ke daldal ma phance gaya hoon aur nikalney ka koi rasta nazar nahi aa raha, amadani zero ha. Qarz leyker kharch kerta rahta hoon aur qarz ke daldal ma dhansta ja raha hoon iss maslay ka koi hal bata dain. Hamara ye topic Qarz Say Nijaat un afrad k liye hai jo low income ki waja say maqrooz ho jatay hain ya business loss aur ghurbat  ki waja say Qarz main doob  jatay hain aur Qarz say bachne k liye Qarz khatam karne ki dua krtay hain. Apko qarz ki adagi k lehe kisi kisam ki debt companies say debt repayment plantki zarort nai ha. Qarz say nijaat k baterain wazaaf is article main share kar raha houn. In biyan karda muqadas kalmat se qarz ki adaigi k asbab khudb ba khud paidda hona shuru ho jatay hain. Sood  lena aur daina haram hai aur gunah-e-azeem hai,is liay faqat qarz ki asal raqam wapas kerna hi jaiz hay sood ki raqam daina jaiz nahi hay.

Qarza Ada Karne K Wazaif

Agar koe maqrooz ho or qarz ki adaegi ki koe sorat nazar nah aati ho tu ye wazif parhe Inshallah qarza ada ho jae ga.

  1. Sorah-e-Aambiya“ ki ayat # 87 or 88 ko 442 mertabah perhe tu insha Allah os k qarze ki adaegi ki sorat paida ho jay gi.

  2. Sorah Feel” ko likh ker bazo per baandh le qarz ghaib se ada hoga.

  3. Jo shaks Sura-e-Baqra aayat no 285 ko hamesha tilawat karta rehe ga to ALLAH TALA us ke qarzko apne khazana e geeb se aada kare ga.

  4. Hazrat Ali a.s ka irshaad hay k agar koe is dua ko perhay ga tu Allah oska qarz ghaib se ada karay ga agarchah wo pahaarh (mountain) k baraber hi Q nah ho.

  1. Sai Muslim (Ref: 2713) main qarz ki adagi k lehe in ayaat ko parne k bare main bataya gia ha. Har namaz k bad in ayaat ki talawat kar k Allah se Dua mange aap ko qarz se nijat mil jae ge.

 

Pray for debt-Wazifa for Ada-e-Qarz-Qarz-Qarz Say Nijaat Ka Wazifahow to get rid of debt-how to get rid from loan-how to remove loan

 

 

Pray for debt-Wazifa for Ada-e-Qarz-Qarz-Qarz Say Nijaat Ka Wazifa-how to get rid of debt-how to get rid from loan-how to remove loan 
 
 
 
Spread the love
About admin 2013 Articles
Please feel free to contact us or send your comments. [email protected]

1 Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.