Adrak gar main aam istemaal honey wali cheezha. Adrak ko English main Ginger kete hain. Adrak ka zikar Quran Majeed main b aaya hai. Chin aur Japan main adrak bator dawa istemaal ki jati ha. Is article mein hum Urdu zuban main ap ko batayen gye k adrak ke kya fayde hain aur japani kis tara is ko Joron aur pathon k dark k lehe istamal karte hain. Yarqan ka ilaj b adrak se mumken ha. Adrak ke benefits jaan kar aap daily ise use kreen gye. Here are some of the most common ginger benefits that everyone must have to know.
Japan main sadioon se adrak ko yarqan k ilaj k lehe istamal kia jata ha.
Adha Chaya ka chamach adrak ka ras nikal lain. Pir is main itni he miqdar main lemon aur podeny (minit) ka ras mila lain. Pir is main aik chamach honey mila lain. Is mixture ko din main 3 bar istamal Karen is se Inshallah bout jald Yarqaan katam ho jaye ga.
Downlaod Yarqan K Elaj Ka Japani Tariqa
Qadeem Cheeni aur Japani tareeqa ilaaj main adrak ko pathon aur joron ki takaleef ke ilaaj ke liye istemaal kya jata tha. Aik research k mutabiq adrak ka istemaal pathon ke dard mean 25% taq kami karne ki salahiyat rakhta hai. Adrak main gathia aur joron ka dard kam karne ki qudarti salahiyat hot hai. Is k elwa kamar aur jorn ki takleef se nijaat panay ke liye sadiiyon se adrak istamal ki jati hai.
Japan k maroof Doctor jo Tokyo main practice karta hain ne aik formula bataya ha jo kuch is tara ha.
Adrak k taqreeban 1-1/2 inch tokry lain aur in k cheeky utar dain.
Ab in tokroon ko malmal ki tali main dal dain aur boil hone k lehe aik gallon main rak dain. Tali ko zida sakat band na Karen, is ko itna tela raken k is main mojood tokray pani main boil hotey waqat harqat kar saken. Pir 7 minute tak is partan ko sakti se band kar dain ta k pani ki bahab bahar na kikal sakey. Is k bad lakri k chamach se is potli ko achi tara press Karen ta k adrak ka ras pani main achi tara mix ho jaye. Yahan tak k pani ka rang pehla ho jaye.
Is pani ko nahne se pehle tap main dal dain aur is pani se nayahan is se pathon, johron aur asaab k dard main kami aye ge.
Download Joron Aur Pathon K Dard Lehe Japani Tariqa Elaj
Multhi 6 Mashay aur Adrak 6 Mashey lain ab in ko aik cup pani main dal dain aur pani ko josh den. Jab in in chezon ka ras bani main mix ho jaye tu is main tori se cheeni (sugar) b tal dain. Din main 2-3 martaba ye pani pi len. Ye nuskha seenay, kamar, joron aur pathon ke dard meain muffed ha.
Agar werzish ya kisi chot ki waja se jism main bout zida dard ho raha ho ya koi patha akar gia ho to adrak ko milk main haldi ke sath mila kar istemaal Karen. Adran main mojood kas asraat ke waja se ye pathon ki taqleef mean kami lane ka sabab banti ha.
Cheeni, Hindi aur Japani tahzeeb main adrak ko ulti ya matli katam karney k lehe b istamal kia jata ha.
Ada piece adrak ka lain aur is main 1 teaspeen pani, 1 teaspoon lemon juice, 1 teaspoon minit aur 1 teasppon honey dalain. In sab chezon ko mix kar lain aur din main 3-4 martaba use karain.
[AdSense-B]
Qowat baah main izafay yani jinsi tor par hoay wali kamzoree ke liye adrak se barh kar ko doosri nemat nai ha.
Adaha glass adrak ka juice lain aur is main aik chamach shehad mila kar mehlool bana lain aur rozana is ko istaaal Karen. In ko istamal karney se aap mardana kamzoree se nijaat mil jaye ge.
Khawateen ko kuch makhsoos ayyam main kaafi dushwari ka saamna karna parta hai is lehe inhen chahiya ke taaza adrak ka pieace lain. Ussay achi tara pees lain aur is ko kuch dair k lehe boil kar lain. Pir is main cheeni mila lain aur is ko din main 2-3 baar istemaal Karen. Ye gharelo totka bout mofid ha aur is se arton ki ayyam ki tamam takaleef katam ho jati hain aur ye totkay aun ko kaafi sukoon day sakta hai.
Ginger is also helps in stomach pain. Here is home remedy of ginger for stomach pain.
-
Grind half piece of fresh ginger
-
Add 1 tbsp water, 1 tbsp lemon juice, 1 tbsp mint juice and 1 tbsp honey to it.
-
Mix all together and lick it 3 to 4 times a day.
Adrak Ke Fayde- Ginger Benefits in Urdu-joron k dard ka desi elaj-joron k dard ka urdu main elaj-yarqan ka desi elaj urdu main-adrak se elaj adrak k fawaid urdu main- Adrak Ke Fayde Ginger Benefits in Urdu Adrak Ke Faide-Ginger Benefits- Joron Aur Pathon K Lehe Japani Elaj- Joron Aur Pathon K Lehe Elaj- Pathon Ke Dard K Lehe Nuskha- Chot K Dard Ko Katam Karney K Lehe Nuska- Ulti Khatam Karne Ka Nuska- Mardana Taqat Main Izafa Ka Nuska- Mardana Kamzoree Main Izafay Ka Qudrati Tareeqa-Qowat Baah Main Izafay Ka Qudrati Tareeqa- Aurton Ke Amraaz Se Nijaat Ka Nuska- How To Use Ginger For Stomach Pain- Useful Ginger Benefits In Urdu
ادرک کو شریانوں میں خون جمنے یا گاڑھا ہونےسے روکنے والی بہترین قدرتی دوا سمجھا جاتا ہے۔ اطبا قدیم سے دور حاضر کے ہربل ڈاکٹر تک خون کی شریانوں میں کلاٹس کو جمنے سے روکنے کے لیے ادرک کا سہارا لیتے ہیں۔
تازہ ادرک کے استعمال سے پیٹ کا نظام درست رہتا ہے۔ ادرک موٹاپے کے لیے بھی بہت مفید ہے۔ ادرک کےکیمیائی تجزیے کے مطابق اس میں فراری تیل کے علاوہ تیز تلخ رال، گوند، نشاستہ ، ریشہ، ایسٹک ایڈ، اےسٹیٹ آف پوٹاش اور گندھک وغیرہ ہوتے ہیں۔
قدیم یونانی طبیب جالینوس ، ابن سینا اور پوموس کہتے ہیں کہ وہ فالج اور جوڑدوں کے درد کا علاج ادرک سے کرتے تھے۔ ادرک پر ہونے والی حالیہ جاپانی ریسرچ سے معلوم ہوا ہے کہ ادرک اعصاب، پٹھوں اور جوڑوں کے درد میں کمی کرتی ہے۔ جاپان میں خاص طور پر ایسے مریضوں کا علاج ادرک سے کیا جاتا ہے ۔ ادرک سے اعصاب ، پٹھوں اور جوڑوں کے درد کا طریقہ علاج یہ ہے
دل کے مریضوں کے لیے بھی ادرک بہت مفید ہےدل کے مریضوں کے لیے اس کا طریقہ استعمال یہ ہے کہ ایک تہائی چائے کا چمچ پسی ہوئی ادرک کو دونوں وقت کے کھانے کے درمیان استعمال کیا جائے۔
دمہ کے مریضوں کے لیے بھی ادرک کا استعمال انتہائی موثر ہے۔ اس کا طریقہ استعمال یوں ہے ۔ دو کپ پانی میں دو چمچ پسی ہوئی ادرک ابلنے کے لیے رکھ دیں پھر ہر دو گھنٹے بعد اس پانی کو گرم کر کے استعمال کریں۔ ادرک میں جراثیم کش اجزا کی وافر مقدار پائی جاتی ہےجو مختلف امراض میں قوت مدافعت میں اضافہ کرتی ہے۔ یہاں تک کے سرطان کے خلاف بھی ادرک بہت موثر ہے۔
ادرک یرقان کے لیے بھی بہت مفید ہے۔ یرقان کے مریضوں کے لیے یہ نسخہ بہت کارآمد ہے۔
ادرک کا رس حیض سے متعلق خرابیوں یا رکاوٹ میں بھی فائدہ دیتا ہے اس کے لیے تازہ ادرک کا ٹکڑا لے کر ایک کپ پانی میں ابال لیں اس میں تھوڑی سی چینی ڈال لیں اور اس کو ہر کھانے کے ساتھ استعمال کریں۔ اس سے مردانہ قوت میں اضافہ ہو گا۔ اور اعصابی کمزوری بھی دور ہو جائے گی۔
ادرک میں غذا کے مضر اثرات ختم کرنے کی بھرپور صلاحیت ہوتی ہے۔ دال ، گھوبھی، چاول اور گوشت وغیرہ میں اگر ادرک شامل کر لی جائے تو یہ جلدی ہضم ہو جاتے ہیں۔ اور ان کا بادی پن ختم ہو جاتا ہے۔ ادرک کو چھیل کر چھوٹے چھوٹے ٹکڑے کر کے نمک چھڑک کر کھانے سے بھوک زیادہ لگتی ہے۔ ادرک آپ کے معدے کی سچی دوست ہے اس لیے روز مرہ کھانوں میں اس کا استعمال یقینی بنائیں اور ہمیشہ صحت مند رہیں۔
Wazifa For Diseases of Heart, Wazifa for Heart Pain, Wazifa for Heart Attack, Dua for Heart
Math Tables And Math Quiz Games For Kids -Tables from 1 to 20 for Kids
Ginger contains various antioxidants that helps in preventing various diseases. It is very beneficial for lowering the risk of many infections
It helps in reducing many various of health problems.
Ginger is used in various types.
For more detailed information, click here : Health benefits of ginger