Aam toor per sar dard dimagh ki kamzori ki waja se hota ha. Sir dard ki aur b bout se wajohat hain jasa k jism main khoon ki kami, taqawat , nazar ki kamzori. Is k elawa sir dard dosri bimarioun ki ak alamat hai. Sar dard koi bouth bari bemari nai hoti yeah aam takleef hai jo jald tek ho jati ha lekin agar sar dard ka masla mustaqil ho tu aus ka ilaj bouth zarori hota ha.
Sar dard ko dard-e-shaqeeqa b kete hain. Dard-e-shaqeeqa shadeed tareen sar dard hota hai jo k ghanton tak jari reh sakta hai. Ye dard aam tor par peshani, sar ke dono atraaf sy shuru ho kar aankhon tak jata ha. Taiz roshni, shor sar dard ko mazeed bigarny ka sabab ban sakty hain.
Sar dard ki aik aur kisam jis main qey ana or matli ki shikayat aam alamatain hain aus ko Migraine ketay hain. Mardon ke muqably main aurton main migraine ki shikayaat aam hain.
Sar dard ya migraine ki mukhtalif iqsaam hain jin main aam sar dard or shadeed sar dard shamil hain.
Shadeed sar dard or classic migraine ki sorat main mareez k sar main aik dam sy taiz roshni ka ehsas paida hota hai aur us ky sath he mariz ko shadeed sar dard hona shuru ho jata hai. Shadeed sar dard ya class migraine main ankho k dekhny ki quwat par bhe asar parta hai aur is k ilawa mariz k dekhny k andaz main bhe tabdeeliyan runuma ho sakti hain jesy kisi bhe chez ko dekhny main mushkil ka samna, ya dondla nazar ana shamil hain. Isi tarha is qisam k marz main kam awazain bhe shor wali mehsus hongi.
Aam sar dard aik dam se taiz roshni k sath nai shuru hota. Shadeed sar dard k muqably main Aam Sar Dard ahista ahista shuru ho kar ziyada dair tak rehti hai or apki roz marrah ki zindagi ko mutassir karti hai. Zida tar logon ko yahi aam sar dard hota ha.
Migraines jo k bina sar k dard k hota hai us khamosh migraine kaha jata hai. Khamosh migraine main sar k dard k ilawa kuch aur alamaat zahir hoti hain. Is main aap chamak k sath sath mukhtalif rang bhe mehsus karain gy.
Aadhy sar ka dard main sar dard apky jism ki aik side ko kamzor bana deta hai bilkul falij ki tarha. Aap ka chehra, baazu, haath aur tangain is sy mutasir ho sakty hain. Yeh dard adhy ghanty sy ly 24 ghanty tak he rehti hai. Is tarha ki halat main aksar sar dard in alamaat k zahir hony sy pehly ya baad main he hota hai.
-
Neend ka kam ya na ana
-
Hormones main tebdeeliyan
-
Bhook ka na lagna
-
Pani ki kami
-
Badhazmi, tezabiyat aur maidy main gas ka ban’na
-
Taiz roshni aur bout zida shor
-
Bout zida medicine ka istimal
-
Bout meethi ghizain ya carbohydrates ka istamal
-
Bohat Zayada Caffeine ka Istamal
-
Khushbu Ya Perfume Ka Kasrat Istemal
-
Achanak Mausam Ki Tabdily
-
Bulandi Ka Safar
Adha kilo doodh main 3 tolah imli (Tamarind) 1 ghanty tak bhigoin. Yaad rahy k pehly imli ko garam pani sy dho kr bhigona hai. Phir isy aag par josh dain or jab doodh phat jaye to paneer nikal kar doodh k pani main hasb-e-zarurat Misri (white rock sugar) mila kar subh ke waqat piyen. 3-4 din k istemal sy har qisam ka sar ka dard tek ho jaye ga.
Sar Dard Ka Ilaj-Sar Dard Ka Wazifa Aur Sar Dard Kay Elaj K Desi Totkay In Urdu-Sar Dard Ka Fori Ilaj-Sar Dard Kay Elaj K Desi Totkay In Urdu-Sar Dard Ka Ilaj Quran Se-Sar Dard Ka Ilaj Tib E Nabvi-Sar- Ade Sar Dard Ka Ilaj- sar Dard Ka Wazifa-Headache treatment-sar dard ka ilaj in urdu-sar dard ka fori ilaj-migraine treatment-sar dard ka ilaj tib e nabvi-sar dard ki alamat-sar dard ki wajah in urdu-sir dard ki medicine-sar dard ka fori ilaj-sar dard ki waja-sar dard ka ilaj quran se-sar dard ka wazifa-Sar Dard kay Elaj K Desi Totkay in Urdu & Hindi
Sciatica Pain Treatment At Home -Back Pain Sciatic Nerve Treatment
How to Improve Eye Vision 100%, Remedies To Improve Eye Vision
Blood Cancer Treatment Cost, Causes & Blood Cancer Diagnosis
Health Benefits of Sohanjna Tree, Moringa, Surajna Or Sahjan Tree
Powerful Dua For Evil Eye Protection, Evil Eye Necklace & Evil Eye Bracelet, Nazar E Bad Ka Ilaj
How to Open Block Nose Instantly, Band Naak Ko Kholne Ka Tarika
How to Cure Back Pain Fast at Home, Cure Back Pain Naturally
Glycerin Benefits For Skin, Face, Dark Spot, Lip Softness and Hair Grow
Leave a Reply