Pait ya maeda main gas ka problem bohat aam msala hy. Sar dard, jism ka khichna, pait mein mror or seeny main dard maeda main gas ki waja se hotay hain. Is problem se nijat k lehe kuch ghraloo totkay apki takleef main kafi afaka kar sakty hein. Pait main Gas problem sirf khanay peene ki routine aur life style behtar bananay se hi hal ho sakte hain. Aaj yaap ko chand desi stomach gas gharelu totkay batay ja rahen hain jo is problem ka best solution hain. Agar gas ke dard ki noiyat achanak aur shadeed ho to fori tor par Dr. se rujoo karna chahiye is ki wajah stomach mein honay wali kharabi bhi ho sakti hai jis ki wajah se is bemari mein mubtala afraad bohat ziyada be cheeni aur takleef ka shikaar nazar atay hain.
Aik glass pani mian 4 gram saunf 3 minute tak boil Karen. Jab pani tanda ho jaye tu pee lain Insha ALLAH pait ki gas katam ho jaye ge. Ye totkay mady ki jalan, pait main gas, badhazmi , tezabiat aur meda ki garmi k lehe bout moufeed ha.
1. Rozana kam az kam 20 minutes ki walk karen.Walak krna gas mein bohat moasr sabit hota hy.
2. Khana tez tez na khaen balke hamesha ahista ahista achi tara chaba chaba kar khaen. Khana khanay ke baad pani nahi piinaa chahiye.
3. Ziada masalay wali cheezain khanay se bhi perhaiz karen. Khanay mein adrak, kaali mirch ka istemaal ziyada se ziyada rakhen.
4. Subha nashty mein ispghol ka chilka khana. Rat bhr ky lyey 1 khany ka chmch ispghol ka chilka 3 chamch pani mein bhigo dein. Subha ½ cup doodh or 1 khany ka chamch cheeni shamil kr ky achi traha mix krein or khein. Insha Allah is totkay se pain main gas nhi ho gi
5. Sonf ko taway pay bhoon lain aur kisi air tight jaar main rakh lain rozana subha, dopher or sham ko 1 chamch khaney se gas nhi hoti.
6. Green Tea ka istimal bhi gas mein boht effective hay. Agar pait main gas ki waja se dard ho raha ho tu 1 cup green tea main 3-4 alichi dal kar istimal kraney se aram mil jata ha. Ajwain, sonf, kaali mirch aur podeenay ki chai bana kar nehar mun ya sotay waqt peenay se gas nahi hoti.
7. Alichi ky powder ko 1 glass pani ky sath pein se foree gas trobulb main aram a jata ha.
8. Haldi ka khano main istimal gas trouble ki problem ko kahtam krta hy is lehe is probkem se nijat k lehe haldi khano mein ziada istimal krein.
9. Pani ziada peeny sy b gas ka problem door hota hy.
10. Stomach Gas Trouble main Carbonated drinks na pyey jein balkay Ubly pani mein adrk ki roots ko daal kr mzeed ubalein or shehd daal kar pein. gas mein nhiat mufeed sabit ho ga.
Tips for Gas Trouble in Urdu-maeda ki gas ka ilaj-pet ki gas ka ilaj in urdu-maday ki gas ki alamat-pait mein gas ki desi ilaj-gas ki bimari ki alamat in urdu-kalonji se gas ka ilaj-pait ki gas ka ilaj in hindi- pait ki gas ka ilaj in Urdu-qabz aur gas ka ilaj-Stomach or Maida Gas Problem- Desi Totkay for Stomach Gas Trouble-pait ki gas ka fori ilaj-pait main gas ka ilaj-pait mein gas ka ilaj in urdu-maeda ki gas ka ilaj-maday ki jalan ka ilaj in urdu-qabz ka fori ilaj-pait ki gas kam karne k totkay-badhazmi ka ilaj-Tips for Stomach Acidity- Maiday Ki Tezabiat Ka Elaj in Urdu- Maiday ki bemariyan- Digestion problem-Gas ke dard ke Aasan Gharelo Totke- Totkay and Tips for Gas Trouble in Urdu- Pait Mein Gas Ka Desi Ilaj
Pait Ki Tond Kam Krne K Tarika-How to Lose Belly Fat Quickly in Urdu
Wazan Kam Karne K Tariqy -Pait Kam Karne K Totkay-Weight Lose Tips In Urdu
Pait Ki Tond Kam Krne K Tarika-How to Lose Belly Fat Quickly in Urdu
Sonf Ke Fawaid – Saunf Ke Fayde – Health Benefits of Fennel Seeds
Leave a Reply