Jadoo, Asaib Aur Jinnat Se Hifazat Ke Liye Wazifa

Jadoo, Asaib Aur Jinnat Se Hifazat Ke Liye Wazifa

Yeh jadu k waziaaf kisi bhi jadu ko khatam karne k lehe bout powerful hain. Agar kisi par kala jadu kiya ho ya kale ilam ke zariye noksaan ho to us se bachne ke liye ye waziaaf parhain. Inshaallah jadu ka asar khatam ho jayega aur  aap hifazat se rahenge.

Wazifa Me Kamyabi K Lehe Zaruri Batain

Wazifa me kamyabi k lehe kuch zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se  aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah

1)        Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur karain.

2)        Aayate qurani ko Wuzu k saath aur sahi talaffuz k saath parain.

3)        Wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi karain warna nuqsaan bhi ho sakta ha.

Jadoo, Asaib Aur Jinnat Se Hifazat Ke Liye Wazifa

Jadoo, asaib aur jinnat se hifazat ke liye yeh wazifa bout mufeed ha. Is wazifa ko Fajar ki namaz yaa Asar ki namaz k bad par saktain hain. Leakin is bat ka khyal raken k agar Fajar ki namza k bad parna ha tu Suraj nikalne se pehle parain aur agar asar ki namaz k bad parna ha tu Suraj ghroob hone se pehlay paraain.

Surah Fatiha, Ayat Al Kursi, Surah Alam Nashrah, Surah Qadar, Surah Kafiroon, Surah Nasr, Surah Lahab, Surah Ikhlas , Surah Falaq aur Surh Nass 7,7 martaba parain aur pir pani par dam karein pir is pani ko gar k kono aur chaut par chirkain dain. Inshallah is kalam ki barqat se Jadoo, asaib aur jinnat se hifazat ho ge aur jadoo ka asar katam ho jaye ga. Ye wazifa gar main kher o barkat k lehe b par saktain hain.

Jado Katam Karne K Leha Wazifa

Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga.

Kala Jadu Katam Karne K Leha Wazifa

Jado k asar ko khatam karne k lie para#11, surah yunus#10 ki aayat#81ko kagaz per likh kar rakhe to jado ka asar khatam ho jaay ga.

Safli Jado K Asar Ko Khatam Karne K Lie Wazifa

Para#11, surah yunus#10 ki aayat#81ko kagaz per likh kar rakhe to jado ka asar khatam ho jaay ga.

Shaitan Se Hifazat Ke Liye Wazifa

Jo surah e jin ki apni zindigi mai kasrat sai tilawat karta hai to wo jinnat aur in k shar sai mehfooz rehta hai. Hazrat Ali a.s irshad farmatay hain k Jo shakhs namaz e Fajar k baad 11 martaba surah-e-Tauheed ki tilawat karay to os din wo koi gunah na karay ga chahay shaitan kitni hi koshish karay,

Wazifa To Remove Black Magic, Jadu Ka Asar Khatam Kerne Ke Liye Wazifa, Kala Jado Ka Tor,Kala Jadu Khatam Karne Ka Tareeqa, Aseeb Se Nijaat, Kala Jadu Ki Pehchan, Jadu Tona Ka Ilaj, Kala Jadu Ka Taveez Se Tor, Kalay Jadoo Ka Rohani ilaj, Kala Jadoo Ka Toor Quran Se, Quran Se Jadu Ka Ilaj, Kala Jadu Khatam Karne Ki Dua, Shaitan Se Hifazat Ke Liye Wazifa, Safli Jado K Asar Ko Khatam Karne K Lie Wazifa, Jadoo, Asaib Aur Jinnat Se Hifazat Ke Liye Wazifa, Wazifa Me Kamyabi K Lehe Zaruri Batain

انوکھےاور آزمودہ وظائف، ٹوٹکے، نسخہ جات، روحانی اور دینی مسائل اور ان کا حل اردو زبان میں

 

Maoz Teen Sa Hasad aur Jadoo Ka Ilaj

 

Tibb-e-Nabawi Treatment of Stomach Acidity

 

Prize Bond Draw Schedule 2018-19

 

Download Ism e Azam Calculator And Find Names Adad Ism e Azam

 

Ism e Azam-How You Know Your Ism E Azam-Formula to Know Ism e Azam

 

Wazifa To Cure Kidney Stone Diseases

 

Shohar Ka Mizaj Naram Karne Ka Wazifa

 

Ashobe-e-Chasham Ka Ilaaj Aur Aankon Ki Bemarion K Lehe Wazifa

 

Qarz Say Nijaat Ka Wazifa

 

Wazifa For Brain Power-Wazifa For Sharp Memory-Wazifa For Success In Exam

Spread the love
About admin 2013 Articles
Please feel free to contact us or send your comments. [email protected]

5 Comments

  1. Jadu aur asaib ka asar khatam karnay kay liay jo wazifah aap nai bataya hay In sab ayat ko par kar pani par dam karna hay Laikin aap nai yah nahi bataya kay is pani ko pena hay ya kosh aur karna hay Pani kitny miqdar mai hona chahiay Yah amal kitny dafa karna hay ya sirf aik dafa Baat complete nahi hay please is ky complete information dain Thank you

    • Surah Fatiha, Ayat Al Kursi, Surah Alam Nashrah, Surah Qadar, Surah Kafiroon, Surah Nasr, Surah Lahab, Surah Ikhlas , Surah Falaq aur Surh Nass 7,7 martaba parain aur pir pani par dam karein pir is pani ko gar k kono aur chaut par chirkain dain. Inshallah is kalam ki barqat se Jadoo, asaib aur jinnat se hifazat ho ge aur jadoo ka asar katam ho jaye ga. Ye wazifa gar main kher o barkat k lehe b par saktain hain.

    • Aap Sai ke rahy thay post complete display nai ho rahai thi. Ab main ne error remove kar dia ha. Aap dobara pori post par lain ab tek ha. Thanks for your comments.

Leave a Reply

Your email address will not be published.