Hair Treatment Girte Balon Ka Ilaj In Urdu

Hair Treatment Girte Balon Ka Ilaj In Urdu
Hair Treatment Girte Balon Ka Ilaj In Urdu 

Our attractive looks depend upon our healthy hair. If we have dry or dull hair our overall appearance will be affected by it. Looking good is also improve our confidence as well. When we will look good we will feel good. Like other parts of body, hair needs proper attention and care. Besides using a number of hair cosmetics and products, food also play important role in making our hair healthy. Here in this article we share some natural homemade remedies to control hair problem.

Baal Girne Ki Wajohat

Here are some reasons why hair loss is occur in early age.

  1. Due to low protein levels in our body.

  2. Affected by alopecia areata.

  3. Weak hair follicles.

  4. Sudden emotional stress.

  5. Genetic Problem.

  6. Due to some chronic diseases.

Baal lambay houn ya chootay houn balon ki hifazaat bohat zaroori hai. Baal agar zida umar ki waja se gir rahay hon tu un ka ilaj asani se mumkin nai lakin agar bal kisi behmari ki waja se ghir rahay hon tu iska ilaj mumkin hai. BEhmari door honay par  baal doobara nikal saktay hain.  Aj ke door main balon ka ghirna aik aam masla hai. Balon k ghirnay ki wajah kafi hain jaisay ke hamari, masroof zindagi, kharab diet.

Girte Balon Ka ilaj
  1. Zaiton k tail ka istimal balloon ji jaroon ko bout mazbot banata ha. Rozana apny sir par zaiton ke tail ki malish karain.

  2. Dadam ka tail main Vitamin D aur Vitamin A ki wafar maqdar mojood hoti ha. Badam k tail se malish balon ko sehat mand aur masboot banati hai aur balon ko kudhrati name dehte ha.

  3. Nariyaal k tail ko gharam kar ke saar par istemal karain is se khoon ki rawani main behtari k sath baloon ko zaroori oxygen milti hai jis se bal kamzor nai hotay aur girna band ho jata hain.

  4. Amla powder k paste ko Nariyal ke tail main mila kar istemal karnay se na sirf baloon ki jarain mazboot hoti hain balkay yeh baloon ki nashonama ko b barhata hai yeh khushki ko rok kaar baloon ko girnay se bachata hai.

  5. Aloe Vera ko nariyaal ke Tail main mila kaar saar paar 3 minute tak malish ki jaye aur phir dholiya jaye to is se saar main khoon ki rawani behtaar hotey hai aur yeh baal ghirnay ke khalaaf tahafaz deta hai.

  6. Castor oil se agr sar ki malish ki jaye tu khoon ki rawani barti hai aur zaroori oxygen milti hai jaab ke is se baloon ki nasho nama main b behtari ati hai is ke elawa is main vitamin A b hota hai jo baloon ko khubsourat banata hai aur inko tootnay se bachata hai.

  7. Akhrot main aisey ajza shamal hotay hain jo balon ko mazboot banatay hain. Akhrot khana girte balon se bachaon k liye mofeed hota ha.

  8. Iron yani folad ki kami bhi baal girne ka baes banti hai. Palak main iron ziada hota hai. Iss ka istemal balon ko girne se bachata hai aur mazboot banata hai.

  9. Amalon ko raat ko pani main bhigo dain. Subha amlon ky pani sy ser dho lein. Is totkay is balon ka girna band ho jyey ga.

  10. Chuknder ki r paton aur mehndi ky pton ko pees lain aur is paste ko balon py laga lein.2 ghnty baad dho lain. Hair loss problem katam ho jaye ga.

  11. Daar Cheeni powder honey aur Zaitoon ka tail mix kr ky ser py is ki malish krein. Girte baal girna band ho jein gy.

  12. 1 cup mustard oil main 4 henna ky pty shamil kr ky boil krein. Kisi bottle main chaan kr rkh lein. Rozana is se sar ke malish krein. Baal girna band ho jaye ge.

  13. Amala, Reetha aur Shikakai ko pani main daal kar boil krein. jab pani adha reh jyey to thnda kr lain. Iss shampoo sy baal dhony sy baal girna band ho jein gy.

  14. Castor oil aur zaitoon ka tail berabar quantity mein mila lein. Neem garm kr ky sar ki malish krein. Baal girna band ho jein gy.

  15. Egg ki zardi main tora sa honey mix krein aur sar ki malish krein. Baad mein sar ko shampoo sy dho lein. Iss totkay se b baal girna band ho jein gy.

Baal Girne Ki Wajohat In Urdu

baal girne ki wajohat in urdu

Girte Balon Ka Ilaj In Urdu

girte balon ka ilaj in urdu

Girte Balon Ka Oil

girte balon ka oil

Dant Dard Ka Ilaj By Ubqari

dant dard ka ilaj by ubqari

Search Meta Tags

girte balon ka ilaj in urdu-baal girne ki wajohat in urdu-girte balon ka oil-balon ka ilaaj-balon ka nuksan-baal girne ka wazifa-baal girne ki wajah-ganjapan ka nuskha-dant ka dard ki dua-dant dard ki medicine in Pakistan-dant dard ka ilaj by ubqari-dant ka dard ka ilaj in urdu-dant dard ka totka zubaida apa-bachon k dant dard ka ilaj-dant me resha ka ilaj-dant ka infection ka ilaj

How To Prevent Hair Loss In Men, Best Hair Loss Treatment For Male

 

How To Moisturize Dry Hair Without Using Oil, Best Oil Replacement For Hair

 

Benefits Of Mustard Oil And Lemon For Hair

 

How To Prevent Hair Loss For Teenage Male

 

How To Make Your Hair Silky, Long, And Soft

 

How To Stop Hair Fall Immediately Which Food Can Stop Hair Fall

 

How to Remove Unwanted Facial Hairs Permanently At Home

 

How To Stop Hair Loss Remedy For Regrow Hair Naturally

 

Sarson Ka Tail Ke Fayde in Urdu, Mustard Oil Benefits For Skin, Hair, Teeth and Heart

 

Alopecia Treatment At Home, Balchar Home Remedies In Urdu

 

Juon Ko Khatam Karne Ka Tarika In Urdu

 

Zaitoon Khane Aur zaitoon Ka Tail Peene Ke Fayde In Urdu

 

Face Beauty Tips In Urdu For Girls, Women And Women

 

Zaitoon Oil Aur Ispaghol Ke Fawaid In Urdu

 

Remove Magic and Nazar-e-Baad with Rock Salt Or Namak

Spread the love
About admin 2015 Articles
Please feel free to contact us or send your comments. [email protected]

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.