Chehre K Dane Khatam Karney Aur Keel Muhase Dor Karne Ka Ilaj In Urdu-مہنگی کریمیں جہاں ساتھ چھوڑ جائیں وہاں یہ ٹوٹکہ آزمائیں

Chehre K Dane Khatam Karney Aur Keel Muhase Dor Karne Ka Ilaj In Urdu

مہنگی کریمیں جہاں ساتھ چھوڑ جائیں وہاں یہ ٹوٹکہ آزمائیں

Charey ki kobsorti k lehe jild ka tar-o-taza hona bout zarori ha. Chehre ko taro taza rakhne ke lye zarori hai k khud ko har dam ache mood me rakhen. Ye ek rahat bakhsh nuskha hai. tension, gussa or zehni dabao na sirf husn ke dushman hain balke ye aese khatarnak kimiyai mawad paida karte hain jo k kil mahason ka sabab bante hain. Baz oqat chery pe keel mahasay aur danane nikalana shuru ho jate hain jin me puss bhi bhar jati hai. In dano ko acne yani kil mahase kaha jata ha. In dano ki waja se chery pe siyah dag par jatain hain jo bouht badnuma nazar atay hain. Thori si tawaja or munasib elaj se kil mahason ko khatam kya ja sakta hai.  Jo khawateen ibtedayi umer mein jild ko nazar andaz karti hain woh baqi umer pachtawon key sath guzarti hain kiun keh jawan umri mein gair motwazan ghiza aur jismani warzishon se gureiz na sirf jild ki kharabi ka bais banta hai balkeh dhalti umer key sath joron key dard ka sabab bhi banta hai.

LINK

Keel muhase key 2 wajoohat hote hain, awal jild ki chiknahat aur dom munasib dekh bhal se ghaflat. Aam tor par chikni jild par ziadah dane nikalte hain. Agar aap ki ghiza mein masalhe, roghanyat aur chiknayi ziadah moqdar mein shamil hon gi to is se bhi jild par dane nikal aayein gay. Wajah koi bhi ho jab keel muhase baloghat key baad aur pokhtah umer mein zahir hote hain to ziadah pareshan kun ban jate hain kiun keh is umer mein keel muhason ki tawaqah koi nahi karta. Keel muhason se chutkare key liye sab se mowassar ilaj cleasing hai.  Chery ki ko hamesha kobsorat rakney k lehe chand totkay share kar raha houn jo bout useful hain.

Mutawazin Gizain Istamal Karain

Is bat se tu sab waqaf hain k sehat bakash gaza he aap ki jild ko sehat mand rakti ha. Agar aap apni gaza main ye 3 tabdilain le ayan tu aap ka chery damak aute ga. Sab se pehle sugar se pariz karain khuain k sugar k asrat aap ki jild par achey nai hotay aur is main mojood chemicals chery ki chorion ka sabab banti ha. Is k bad aap apni gaza main red rang k fruit aur vegetables ka istamal karain i.e Gajar, Tamator, Stobery aur chery. In main mojood anti axidonents aap ki skin ko fresh rakne main bout madadgar hain. Aur sab se akari chez O Mega 3 par mustamail food supplement kayen khuain k ye jild ko tahafaz faram karta hain aur skin cancer b nai honey dety.

Warzish Ko Apnay Mamool Banyaan

Warzish karney se calories he nai jalti balqe skin ko oxgen lehne ka moqa b milta ha aur blood b achi tara jism main gardesh karta ha. Is lehe chery ki kobsorti k lehe walk aur exercise zaoor karain.

Chery k keel, mahase aur Daney Katam Karney K Totkay

  • “Kaskak” ko bareeq grind kar lain aur soba moun doney se pehe is ko chery pe mal lain jase Obtan mala kartain hain. Is k bad moun par taza lemon ka chelka b mal lain. Tori dair chery pe laga rehne dain aur pir chery ko dou lain. Ye totkay chery k keail, mahasoon aur dano k lehe bout fida mand ha.

  • Neem ky paton ka paste rozana chehry py lgany sy acne khtm ho jatee hy

  • Haldi , Magaz badam ka chelka , Aro, Wheat aur lemon ka dry chelka ka mila k pees lain aur raat ko sotay waqat is ko moun pe laip dain sari raat is ko chery pe laga rehne dain aur soba chery ko pani se dou lain. Ye totkay b bout fida mand ha.

  • Arq e gulab ko kisi bottle mein daal kr rozana chehry pr subha sham spray krny sy acne sy chutkra paya ja skta hy

  • Taza meethi ka paste chehry pr achi trha lgein. Khushk hony py neem grm pani sy dho lein

  • Taaza lemo juice ko ik pyalee ubly doodh mein mix kr ky acne pr lgein. Chehra acne free ho jaya ga

  • Chawary k katli l ka ris ko patar ki sil par kob pees lain aur tora sa sirka angori daltey chayen jab thick ho jaye to is ko Keail , Mahasoon par lagain aur 2 gant tak laga rehney dain is k bad pani se moun dou lain. AIk hafta tak ye elaj karen Inshallah shafa ho ge.

  • “Seab” ka aik piece lain is main lemon ka pani dalain. 6 se 7 gante is ko isi tara bega rehney dain. Seab kod he pol jaye ge pir is ko ungali se raat ko sotey waqat keail, mahasoon aur dono par lagain Inshall bout fida ho ga.

  • Agr Tea, Coffee or Cigarette ko apni ghiza sy nikal dain to acne ka msla khtm ho skta hy.

  • Podeeny ky juice yani mint juice ko rozana sonay sy pehly roee ki mded sy chehry pr lgein. Acne khtm ho jyey gi or chehra shadap ho jyey ga

  • Jab bhi apne chehre pr rogan wali cream ki teh charhaen gi us se aap ke chehre ke dane, mahase, kil or phansion ki tadad me shidat paida ho sakti hai. is lye aap ko make up karne se pehle kam rogan wali cream or foundation lagana chahye.

  • Chehre par toothpaste ki halki teh lagane se bhi acne khatam karne main madad deti hai. Behtreen nataej k liye raat sonay se pehle lagaen aur subah utha kar chehra dho lain.

  • Jild ko saaf rakhna chahiye. Chehre ko din mein do teen martabah dhona chahiye. Oil ya roghan is masle ko barhane ka sabab hain. Aisi cosmetic ka istemaal tark kar dena chahiye jo oil base hon in ki jagha water base make up istemaal karne chahiye.

مہنگی کریمیں جہاں ساتھ چھوڑ جائیں وہاں یہ ٹوٹکہ آزمائیں

چہرے کی خوب صورتی اور خوشنمائی کے لیے جلد کا صحت مند اور تروتازہ ہونا ضروری ہے لیکن یہ کوئی بہت مشکل کام نہیں۔ اس کے لیے محض چند بنیادی باتوں کا خیال رکھیں تو آپ کی جلد بہت جاذب نظر ہو جائے گی۔ جلد کی خوب صورتی کے لیے چند ٹوٹکے پیش کر رہا ہوں

خوب پانی پیئں

کھانے سے پہلے ایک گلاس پانی پینے سے آپ کی جلد تروتازہ اور شفاف رہتی ہے۔ اس کے علاوہ دن بھر میں آٹھ گلاس پانی پینے بہت ضروری ہے۔ اس کے علاوہ گرین ٹی اور ناریل کا پانی بھی جلد کے لیے بہت مفید ہے۔

متوازن غذا کا استعمال کریں

صحت بخش غذا ہی آپ کی جلد کو صحت مند رکھتی ہے۔ لہذا اگر اپنی غذا میں تین چھوٹی سی تبدیلیاں لے آئیں تو تو آپ دیکھیں گے کہ آپ کی سکن دمک اٹھے گی۔ نمبر1: چینی سے اجتناب کریں۔چینی کے اثرات جلد پر اچھے نہیں ہوتےاس میں موجود کیمکلز چہرے پر جھریوں کا سبب بنتے ہیں۔ نمبر2: سرخ رنک کے پھلوں اور سبزیوں کو اپنی غذا میں شامل کریں۔ مثؒلا گاجر، ٹماٹر، اسٹرابیری اور چیری وغیرہ ان میں شامل اےنٹی آکسیڈنٹس جلد کی تازگی کا باعث ہیں۔نمبر 3: اومیگا تھری پر مشتمل فوڈ سپلمنٹ استعمال کریں کیونکہ اس میں جلد کو نمی بخشنے اور اسے جھریوں اور کینسر کے خلاف تحفط فراہم کرنے کی خصوصیات پائی جاتی ہیں۔

ورزش کو اپنا معمول بنائیں

ورزش کرنے سے کیلوریز ہی نہیں جلتیں بلکہ پیسنے کے اخراج کے باعث جلد کو سانس لینے کا موقع بھی ملتا ہے۔ ہفتے میں کم ازکم چار دن ایکسرسائز کریں۔ ورزش کرنے سے دوران خون بہتر ہو گا اور جلد دمک اٹھے گی۔

چہرہ کے کیل اور مہاسے دور کرنے کے نسخہ جات

خشخاش حسب ضرورت لے کر بارک پیس لیں اور صبح سویرے منہ دھونے سے پہلے چہرے پر ملیں۔ تازہ لیموں کا چھلکا بھی مل لیں تھوڑی دیر چہرے پر لگا رہنے دیں۔ اس کے بعد منہ دھو لیں۔ چہرے کے کیل، مہاسوں اور داغوں کے لیے بہت مجرب نسخہ ہے۔

Keel muhase treatment-Dane khatam karney ka tarika-Kell mahasay tips in urdu-Keel muhase ka ilaj in urdu-chehre k dane khatam karney ka tarika-dane khatam karney ka tariqa in urdu-kane khatam karne k totkay-dane khatam karne ki tips in urdu-blackhead khatam karne ka tarika-Face Care Totkay In Urdu – Charey ki Kobsorti k lehe totkay- Desi Totkay for Acne in Urdu- Keel Mahasay aur Daane Ka Ilaj-Pimples ka elaj-Keel mahsoon aur dono ka ilaj- how to safe from acne

Wazifa For Removing Pimples-Keel Mohasay Khatam Karne Ka Tarika

Treatment Of Pimples At Home

Homemade Remedies For Glow And Shine Skin

How To Get Your Lips Pink

Bachon Ka Zain Kolney K Lehe Wazifa

How to Use Ginger for Back Pain Relief

Phulbehri , Bars Ka Desi Aur Rohani Ilaj In Urdu

Teeth Whitening Tips In Urdu

How to Get Rid of Gingivitis

Natural Remedies To Get Rid Of White Hair

 

Spread the love
About admin 2012 Articles
Please feel free to contact us or send your comments. itechnhealth@gmail.com

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.