Watermelon is a blessing in summer seasons because it reduces body heat very effectively. Watermelon also fulfils the water hydration level in the body. It not only makes us feel cool and relaxed but also provides nutrition and benefits to the skin. It refreshes the face, reduce spots on face and shine the skin. There are lots of health benefits of watermelon seeds as well. Watermelon seeds are utilized in different ways.
Always eat watermelons in summer and drink its juice. It’s juice is also a delicious way to benefit with watermelon. It will keep you protected from heat stroke, dehydration and heat in the body during hot summer season.
Tarbooz mosam garma ki shidat se mehfooz rakhta hai. Ye maide ki garmi aur peshab ki jaln ko khatim karta hai. Tarooz kahtay waqat is baat ka dehan zaroor rakhnay chayia k tabooz ko khana khane se foran pehly aur kahna kane ke foran bad nai kana chahye warna faide k bejay nuksan ho sakta ha. Khuain k Tarbooz aik natural glucose hai jo bout jald hazam ho jata ha lekin kuch dair pehle ya kuch dair bad khaya howa khana is ko hazam hone main rakawat banta hai jis ki waja se bad hazmi aur daston ki shikayat peda ho sakti ha. Is lehy tarbooz ko hamesha khana khane se 2-3 gante pehly ya bad main khana chahye.
Garmi k mosam main hamara nizame hazm kamzor ho jata ha aur aksar jism main pani ki kami ho jati ha. Jism main pani ki kami ko pora karney k lehe garmion main tarbooz Allah Tahla ki aik bout bari nehmat ha. Ye foran hazm ho jata hai, pani ki kami khatam karta ha, jism ko tawanaye fraham karta hai aur is k istimal se peshab b khoob khul ka ata ha jis se gurdy saaf ho jata hain.
Tarbooz ka istimal high blood pressure k marizon k lehe b faidymand ha. High blood pressure ki sorat main tarbooz khane se jism main mojoud zayd pani peshab k raste kharij ho jata hai. Jab k low blood pressure hone ki sorat main ye dil ko farhat bakhashta hai aur blood pressure ko normal karney main help karta ha.
Tarbooz peshab ki jaln aur sozish khatam karta ha. Is ka istimal jism main nahya khoon pehda karta ha, jism ki kamzori main bohat mufeed ha kamzoor jism wala afrad k lehe ye behtreen tonic hai.
گرمیوں کے موسم میں تربوز کسی نعمت سے کم نہیں یہ گرمی کی شدت کو کم اور جسم میں پانی کی کمی کو پورا کرتا ہے۔ تربوز نہ صرف جسم کو ٹھنڈک فراہم کرتا ہے بلکہ یہ ہماری جلدکو نرم اور صاف کرتا ہے۔ چہرے کو تروتازہ رکھتا ہے ، چہرے سے داغ دھبے ختم کرنے میں مدد فراہم کرتا ہے۔ یہ چکنائی سے بالکل پاک ، وٹامن، فائبر اور سوڈیم سے مالا مال ہوتا ہے۔
تربوز پیشاب آور ہوتا ہے، یرقان کے لیے بہت مفید ہوتا ہے۔ یہ ہاضمہ کو بہتر بناتا ہے ۔ یہ قبض کشا ہے ، گردے کی گرمی دور کرتا ہے ۔دل کو راحت اور تسکین دیتا ہے ۔ پیاس کی شدت کو کم کرتا ہے۔ بھوک بڑھاتا ہے۔
تربوز کھانے سے پہلے اس بات کا ضرور خیال رکھنا چاہیے کہ اس کو کھانا کھانے کے فورا بعد یا کھانا کھانے سے فورا پہلے نہیں کھانا چاہیے کیونکہ یہ کھانا کھانے سے پہلے یا بعد میں تربوز کھانے سے خرابی پیدا ہو جاتی ہے جس کی وجہ سے بدہضمی اور دست کی شکایت ہو سکتی ہے اس لیے تربوز کو ہمیشہ کھانا کھانے سے 2-3 گھنٹے پہلے یا بعد میں کھا نا چاہیے۔
تربوز نہ صرف خود فائدہ مند ہے بلکہ اس کا چھلکا اور بیچ بھی بہت کارآمد ہوتے ہیں۔ تربوز کے چھلکے میں فائبر کافی مقدار میں موجود ہوتا ہے جو کہ ہماری جلد کی لیے بہت فائدہ مند ہے۔ تربوز کے چھلکے کو باریک پیس کر اس میں تھوڑا سا آٹا ملا کر جلد پر لگانے سے جلد میں نرمی اور چمک پیدا ہوتی ہے۔ جلد کی خوبصورتی کے لیے یہ ایک بہترین لوشن ہے ۔
tarbooz benefits-tarbooz ka juice benefits-kharboozay k faiday-watermelon in urdu-melon benefits in urdu-tarbooz ke beej ke fayde-tarbooz ka sharbat-tarbooz in English-Tarbooz Ke Faide-Watermelon Benefits In Urdu-Health Benefits of Tarbooz in Urdu-Benefits of Watermelon-watermelon and dates in urdu-Tarbooz Aur Khajoor Ke Faide
Qad Lamba Karne Ka Tarika Aur Hathon Ko Khubsurat Banane Ka Tarika
https://itechnhealth.com/how-to-increase-white-blood-cell-white-blood-cell-ki-kami-ko-door-krny-ke-ley-asan-totka/
Mardana Kamzori ka Ilaj Aur Mardana Taqat K Lehe Tips in Urdu
Sonf Ke Fawaid – Saunf Ke Fayde – Health Benefits of Fennel Seeds
Benefits Of Parsnip, Radish Or Health Benefits of Moli In Urdu
Very nice and informational blog post thanx for sharing.
Best information