Is article main aap jaan saken gain k Bache ki birth pe name rakhnay k baray me kia hukum he, kuch log kehtay he k date aur time k hisab say word choose kia jata he phir os pehlay word say name rakha jata he. Islam main kia hukum he k apni marzi say name rakh saktay he ya sahe time k hisab say word choose karna lazmi he. Mustahab he ke bache ka achha nam rakha jae chunke yeh bachhe ka bap par haq he, riwayat me aya he k “sab se sachha nam wo he ke jis me Allah jall shanohu ki ubudiyyat shamil ho”. Allah ki ubudiyat k mafoom per mustamil asmaa(naam) (maslan abdur rehman) k mutabiq naam rakhna mustahab hai. Baqi ambiya karam ,hazrat ali (a.s) , hazrat hasan(a.s) , hazrat hussain(a.s) , talib ,hamza , aur hazrat Fatima (a.s) k asma k mutabiq naam rakhna mustahabb hai aur islam aur ahle bait (a.s) k dusmano k naam k mutabiq naam rakhna makroo hai.
Before keeping the name of new born baby it is better to keep best name. Number played a vital role each letter has its own number in Islam. They have their own effects. Most of the Muslims know this fact that the total of Bismillah hir Rahman Nir Rakeem is 786. Adad name with a power, victory and the lucky number associated with the name. Find all the relevant details about the name meaning, origin, lucky number and digit power value of name before kept the name. This article will help you how to find best name for your baby.
Kisi bi naam ka adad nikalne ka tariqa yeh hai. Sab se pehle apney naam k huroof abjad qamri nikalane, naam k haroof kamrai aap die ge chart k madad se malom kar saktain hain. Pir Jo answer aye aus ko alag alag likh kar jama kar dain. Kashif Khan kea dad is tariqa se maloom ho jaine ge.
In sab ko jama kar lain tu adad 1052 niklata ha ab 1052 ko alag alag kar ka lak kar jama kar dain 1+0+5+2=8 is tara Kashif Khan k naam ka adad humain maloom ho jaye ga jo 8 ha. Ab Abjad Qamri Chart jo nechy dia gia ha aus se adad 8 k halat zindigi maloom kar lain. Is tariqe se aap kisi bhi naam ka adad aasani se nikal saktain hain.
Download Calendar 2019 and Islamic Calendar 2019 / 1440 Islamic Hijri Calendar
[AdSense-B]
21 March – 20 April = Burj Hamal (Siyra Marekh)
21 April – 21 May = Burj Soar (Siyara Zora)
22 May – 21 June = Burj Jooza (Atarad)
22 June – 23 July = Burj Sertaan (Qamar)
24 July – 23 August = Burj Asad (Shams)
24 Aug – 23 September = Burj Sumbla (Atarad)
24 September – 23 October = Burj Mezaan (Zohra)
24 October – 22 November = Burj Aqrab (Merekh)
23 November – 22 December = Burj Qaos (Mushtari)
23 December – 20 January = Burj Jaddi (Zohal)
21 January – 19 February = Burj Dillu (Zohal)
20 February – 21 March = Burj Hot (Mushtari)
Burj Hamal = Alif , Laam , Ain , Yea
Burj Soar = Bay , Wao
Burj Jooza = Qaaf , Kaaf
Burj Sertaan = Hay , Haey
Burj Asad = Meen , Taey
Burj Sumbla = Pay , Ghair
Burj Mezaan = Ray , Tay , Toay
Burj Aqrab = Noon , Zay , Zaal , Zoad , Zoay
Burj Qaos = Fay
Burj Jaddi = Jeen , Ghaaf , Khay
Burj Dillu = Seen , Sheen , Soad , Say
Burj Hoot = Chay , Daal
Alif = 1 , Yea = 10 , Qaff = 100 , Ghain = 1000
Bay-pay = 2 , Kaf – ghaf = 20 , Ray-Rhay = 200
Jeem-Chay = 3 , Laam = 30 , Sheen = 300
Dal-Daal = 4 , Mem = 40 , Tay-Toey = 400
Hay= 5 , Noon = 50 , Say = 500
Wow=6 , Seen = 60 , Khay = 600
Zay-xay= 7 , Ain=70 , Zaal=700
Hay=8 , Fay=80 , Zod=800
Tuy=9 , Suad=90 , Zoay=900
-
Add digit of month and year if result come with a compound number make it prime number(by separate them one digit). FIND OUT THE TOTAL ADAD OF NAME ,ADD DATE, MONTH AND YEAR , TO GET A SINGLE DIGIT.
-
Find a name number that will match with this digit (digit that you find at sr. 4)
-
This is the best name for new born baby. Keep this name. If you want to read this article in Urdu click the link given below.
This can be used while you recite any particular wazifa. For example- If in any particular wazifa, you have been directed that you have to recite the surah as per your name’s number. In such cases you have to calculate the total of your name’s number. If you have to pay a Zakat before performing any wazifa. You can the total numbers according to your name and make a grand total and pay that amount as Zakat.
You can also read Urdu article about how to keep Muslims Names. To read Urdu article visit this link.
Here I am sharing a link where you can find meaning of any Muslim baby name. Muslim boy name, Muslim Girls Name, Best Muslims Name, Arabic Names, Muslims Names Dictionary.
NAME DICTIONARY LINK
Origin and Meaning of the Name-Names Dictionary-Islami name according to Ilm E Nujum- Bache k naam rakhain ka islamic tareka-larkioun k islami name-larkoun k islami name- name meaning- lucky number- best name for son- best name for daughter- best Muslim name- How To Find The Numbers Of Name In Islam- Burj names- name according to Burj
Math Tables And Math Quiz Games For Kids -Tables from 1 to 20 for Kids
Download Unique Calendar 1947-2047 – Calendars fro the 20th and 21 Century – New Year Calendar 2018
Download Ism e Azam Calculator And Find Names Adad Ism e Azam
Ilum ul Adad And Lucky Ring Stone-Discover Your Ring Stone Color According to Your Name
Download Calendar 2018 and Islamic Calendar 2018 / 1439 Islamic Hijri Calendar
Assalamo alaikum mere bache ka nam haziq shadaan hai jiski tarike paidaish 24-02-2016 hai nam ko change karna hai please koi nam bataye
Aap koi b Islami Naam apni pasand ka rak dain. You can download namme book “Islamic Muslim Baby Names Girls Boys Meaningful Names For Children Baby” from link given below.
https://itechnhealth.com/bachchon-ke-naam-rakhne-ka-islami-tariqa-islamic-muslim-baby-names-girls-boys-meaningful-names-for-children-baby/
21 july 2000 English date
19 rabi ul akhir 1421 – islamic date
Jummah namaaz baad 2 bajhe
Ladki ka is taariq ka hisaab se naam rakhna hai
Kya adad ho sakte hai aur kaise kya naam rakh sake????? Please jawaab farmaayei
Naam se kaafi asar hota hai please jawaab farmaayei
Aap koi b islami naam jis nam ka acha matlib ho rak saktain hain. Aap ne jo naam soch rakey hain wo muje batain main aap ko aun namu k adad aur ism e azam bata doun ga pir aap kod naam final kar dena. Thanks for visiting our blog.
Plz sir muhammad Azlan ka kr k bta dy date of birth 4 December 2021 aur tim 1:45
salam sir mera name hasnain hai aur date of birth 7-12-1989 hai mera name birth date ke adad se match nahi hai. kia birth date ke adad se name ke adad match hona zaroori hai.
App apney porey naam k mutabiq adad malom karain woi aap k naam k adad houn ge. Date of birth se maloom karney k method different ha. Zida tar naam k hisab se he llum ul adad main ism e azam nikalta ha. Aap b naam k hisab se adad nikalain.