Shohar Ki Mohabbat Ke Liye Dua Aur Shohar K Dil Mein Jaga Banany Ka Wazifa

Shohar Ki Mohabbat Ke Liye Dua Aur Shohar K Dil Mein Jaga Banany Ka Wazifa
Shohar Ki Mohabbat Ke Liye Dua Aur Shohar K Dil Mein Jaga Banany Ka Wazifa

Miyan bewi ka  rishta duniya ka sab se khubsurat rishta hai. Miyan biwi ka rishta bout mazbod b ha aur bout kamzor b, Iss rishtay ko qaim rakhnay k liye Quran Majeed main boht se Ayat mujood hain jo Dua k tor par parhi jaa saktay hain.

In duaon ko kas tariqe se parney se shohar k dil mein mohabbat paida ki ja sakti hai. Shohar ke dil main jaga banane ki dua parhye Insha Allah kamyabi zaroor haasil hogi.

Ye wazifa miyan biwi mein se koi bhi kar skta hai. Biwi shohar k lehe aur shohar biwi k lehy. Wazifa parney k Awwal o Akir Durood Shareef 11 martaba zaror parhain. Wazifa parney k bad Allah se apne shohar ko apna banane ki dua karyn. Insha Allah, apki dua qubool hogi aur apke shhohar k dil mein aap k liye mohabbat paida hogi.

Shohar Ki Mohabbat Ke Liye Dua

Ye wazifa urooj maah ki pehli  Jummerat(Thursday) se shuru hogi. Raat ko jab sonay jayen to soney se pehlay ye amal Karen.

  1. Sab se pehle wazu kar k pak saaf ho jayen.

  2. Phir bed par paak saaf ho k baith jaein.

  3. Phir 11 martaba Durood Shareef parh lain.

  4. Phir bismillah parhnay k baad Quran-e-pak ki Ayat # 30 ka chota sa hissa QAD SHAGAFAHA HUBBA 101 baar prhain.

  5. Akhir main phir se 11 baar Durood Shareef parhain.

  6. Wazifa prhnay k doraan dil main shohar ka tasawur kijye.

  7. Ye amal 11 din tak rozana karma ha agar 11 din main faida na ho to 21 roz tak ye wazifa paren.

  8. Inshallah aap k shohar k dil mein mohabbart paida hogi aur shohar hamesha aap se mohabat se pehsh aye ga

Shohar Ki Mohabbat Ke Liye Dua

Shohar K Dil Mein Jaga Banany Ka Wazifa

Shohar k dil mein jaga banany ka wazifa  Quran o Hadees ki Roshni main miyan biwi k darmiyaan mohabbat paida karne k liye  hai. Ye wazifa mein biwi k darmiyaan mujood har qism ki pareshani ko door kar sakta hai.

  1. Sab se pehlay wuzu kar lein.

  2. Us k baad 2 rakaat namaz nawfil parhen.

  3. Donon rakaat mein 1  baar Surah Fatiha aur 1 baar Surah Ekhlaas parh kar salaam phair kar kharay hojayen aur 3000 martaba Ism-e-pak “YA AZEEZU” parhain.

  4. Ye amal 3 din tak rozana karain.

  5. Insha Allah shohar k dil mein biwi k liye mohabbat paida hogi.

Shohar K Dil Mein Jaga Banany Ka Wazifa

Shohar K Dil Mein Mohabbat Paida Karnay Ka Wazifa

Har biwi ki ye khwahish hoti hai k wo apnay shohar k dil mein mohabbat paida kar sakay. Agar koi biwi apney Shohar k dil mein mohabbat paida karnay chati ha tu wo ye wazifa kar sakti ha.

  1. Sab se pehley wazu lain.

  2. Pir Ism-e-Pak “YA WADOODO” ko 800 martaba parhen.

  3. Pir Allah pak Shohar K Dil Mein Mohabbat Paida Karnay Ki dua karain.

  4. Ye amal aap ko 7 din tak karna ha Insha Allah aap ko kamyabi zaroor haasil hogi.

Shohar K Dil Mein Mohabbat Paida Karnay Ka Wazifa

Search Meta Tags

shohar ki mohabbat ke liye dua-miya biwi mein mohabbat paida karne ki dua-shohar ko apni taraf karne ka wazifa-shohar ko apna banane ki dua-kisi ke dil me mohabbat paida karne ka wazifa-shehar ke dil mein mohabbat paida karne ka wazifa-miya biwi ke darmiyan mohabbat ki dua-biwi ke dil me mohabbat dalne ka wazifa

 

Shohar Aur Biwi Mein Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa

 

Dua For Love Between Husband And Wife In Urdu – Benefits of Hasbunallah Wanikmal Wakil Wazifa

 

Husband Ka Gussa Khatam Karne Ka Wazifa- Ghussay Ka Ilaj In Urdu

 

Ghar Milne Ka Wazifa In Urdu- Zati Ghar kay Ka Wazifa-Zati Makan k liye Wazifa

 

 

Spread the love
About admin 2013 Articles
Please feel free to contact us or send your comments. [email protected]

Leave a Reply

Your email address will not be published.