Husband Ka Gussa Khatam Karne Ka Wazifa- Ghussay Ka Ilaj In Urdu

Husband Ka Gussa Khatam Karne Ka Wazifa- Ghussay Ka Ilaj In Urdu
 
Gussa Khatam Karne Ka Wazifa

Gussay ko khatam karnay k lie Surah E Aal-e-imran ki ayat # 134 ko cheeni (sugar) per 101 martaba musalsal 21 din tak parhain aur pee lain Insha Allah gussa pe control ho jaye ga.

Husband Ka Gussa Khatam Karne Ka Wazifa 

Agar kisi ka shohar ghuse ka bohat taiz ho aur baat baat pe gar walon pe ghusa krta ho tu shour ka ghusa kam krne k lehe ye wazifa parain.

Surah-e-Aal-e-Imran ki ayat No 134 ko chini (sugar) per 101 martaba lagatar 21 din tak parhain aur shour ko pela dain Insha Allaha faida ho ga.

Kisi Ka Gussa Khatam Karne Ka Wazifa

Tafseer-e-Burhan main Janab-e-Rasool Allah se marvi riwayat ke mutabiq Surah e Hajj  ka taweez bana kar aus shakas ko pehna dain jis ko bout zida gussa ata ho Insha Allah bout jald aus ka gussa khatam ho jaye ga.

Zid Aur Gussa Khatam Karne Ka Wazifa

Agar koi bacha bout zida zid karta ho ya aus ko bout zida gussa ata ho tu Rozana raat ko sone se pehle aus per Sura e Yaseen pharain or is ka pani pilain. Insha Allah zid aur gussa khatam ho jaye ga. 

Shohar Ka Gussa Khatam Karne ka Amal

Shohar ka gussa khatam karne k lehe Ism Pak “Ya Waliyo” parain.  Aur raat ko bawazoo ho kar bistar per leetne se neend aane tak “Ya Manioo” ka wird karain. Insha Allah shohar ka gussa biqul khatam ho jaye ga aur Mian Biwvi main mohabat peda ho ge.

Gussa Khatam Karne Ki Dua

Ager gussa aane wale shaks ke uper Sura e Anaam Ayat # 13 ko phar kar dam kiya jaae to us ka gussa door ho gaae ga, or is ayat ko kasrat se pharyain se gar main lari jagra nai hota. 

Gussa Khatam Karne Ki Dua In English

Jo shaks zuban daraz aur bohat ziada gussa karney wala ho tu aus ka gussa katam karney k lehe Surae Nisa ki ayat # 148 likh kar uska tawez bna kar pena dain agr aisa mumkin na ho tou 7 martaba pani par parh kar pila dain.

Chirh Chirhay Pan Katam Karne Ka Wazifa

Agar koe baat baat per chirh chirhay pan ka shikaar hu tu  Sorah E Aal-e-Imran ki ayat # 134 ko 7 baar paani per dam kar k pila dain tu ka chirh chirha pan katam wo jaye ga.

Husband Ka Gussa Khatam Karne Ka Amal

Aksar Miya Biwi Me Baat Baat Par Jhagda Hota hai. Jin Khawateen Ke Shohar Un Par Had Se jayada Gussa Karte hai Wo Apne Husband Ka Gussa Khatam Karne Ka Wazifa Kare.

Durood Shareef 3 martaba parhye. Phir “Ya Lateefu” 69 martaba parhye. Aur tel (oil) pe dum kar dijiye. Aakhir main Durood Shareef parhye 3 martaba parain. Ye tel (oil) apne shohar ke sar pe raat main laga dijiye. Ye amal apko 3 raato tak karna hai.

غصہ آنے کے اسباب اور ان کا علاج

انسان جو کھاتا پیتا ہے تو اس کے کھانے پینے کا بھی اس کے غصے پر اثر ہوتا ہے۔ جو لوگ زیادہ مرچ کھاتے ہیں ان کو غصہ زیادہ آتا ہےاور اسی طرح جو لوگ زیادہ میٹھا کھانے کے عادی ہوں وہ جلدی ہائپر ہو جاتے ہیں اور ان کو بھی زیادہ غصہ آتا ہے۔ جو لوگ مصنوعی شوگر استعمال کرتے ہیں ان کو بھی زیادہ غصہ آتا ہے۔ اگر وٹامن کی کمی ہو تو بھی غصہ زیادہ آتا ہے۔ وٹامن سی کی کمی ہتو تو بھی غصہ زیادہ آتا ہے۔

غصے پر کیسے کنٹرول کریں؟ اس کو کیسے کم کیا جا سکتا ہے؟ تو سب سے پہلے ان وجوہات کو جاننے کی کوشش کریں جن کی وجہ سے غصہ آتا ہے۔ اگر حد سے زیادہ غصہ آتا ہو ، چڑچڑا پن زیادہ ہو ، بات بات پہ غصہ آتا ہو تو یہ بیماری کی علامت ہے۔ غصے کو کنٹرول کرنے کے لیے کچھ باتیں ہیں جن پر عمل کر کے غصے پر قابو پایا جا سکتا ہے۔

Ghussay Ka Ilaj In Urdu

Ghussay Ka Ilaj In Urdu

Narazgi Aur Gussa Khatam Karne Ka Wazifa

Narazgi Aur Gussa Khatam Karne Ka Wazifa

Search Meta Tags

kisi ka gussa khatam karne ka wazifa-gusse se bachne ki dua in urdu-Husband ka Gussa Khatam Karne Ka Wazifa-Gusse par kabu ki dua-Gusse ko khatam karne ka wazifa-Shohar Ka Gussa Khatam Karne ka Amal-gussa kabu karne ki dua-gussa na aane ki dua-gussa khatam karne ki dua in English-ghussay ka ilaj-gussa aane ki dua-gussa ki dua-gussa aane ki wajah urdu-Gussa Khatam Karne Ki Dua- Zid Aur Gussa Khatam Karne Ka Wazifa- Chirh Chirhay Pan Katam Karne Ka Wazifa-Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa-Shohar Ki Zid Khatam Karne Ka Wazifa

 

Miyan aur Biwi Main Muhabbat Ka Wazifa, Wazifa For Love Between Husband And Wife

 

Shohar Ka Mizaj Naram Karne Ka Wazifa

 

Wazifa for love Between Husband and Wife

 

Larki Ki Shadi K Lehe Wazifa | Jaldi Rishta Aane Ka Wazifa | Acha Rishta Aane Ki Dua

 

Ghar Main Larai Jhagra Khatam Karne Ka Wazifa, Ghar Mein Barkat Ki Dua In Urdu, Wazifa For Ending Quarrel

 

Shohar Aur Biwi Mein Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa

 

Wazifa For Love Marriage In 11 Days In Urdu – Pasand Ki Shadi Karne Ka Best Wazifa

 

Benefits Of Darood Sharif, Darood Sharif ki Fazilat aur Barkat, Darood Sharif Waziaf in Urdu

 

 

Spread the love
About admin 2014 Articles
Please feel free to contact us or send your comments. [email protected]

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.