Benefits Of Dry Date, Choharay Ke Fayde In Urdu

Benefits Of Dry Date, Choharay Ke Fayde In Urdu

Choharay ka istemal insani jisam ke liye bohut hi mufid hai. Chuara dry dates ko bolte hain. Chuara milk ke fayde aj hum app ko is article main batane gain. Chuare ke bohut lajawab fayde hain. Choharay humari bones, teeth or qabz ke liye bohut hi mufid hain. Is  k elwa choharay jism main khoon k kami ko pora karta hain, joroon k dard ka elaj choharown se ki jata ha, Choharay nazla aur zakam ko katam karta hain. Choharon se kansi ka ealj kia jata ha.

Chuhara mian vitamains, Calcium, Fibir, Zink, Magneshium aur Iron kaffi miqdaar main paya jata hai. Chhhara wazan barhana main madad karte hain. Ye dil k bemariyon main bout fida mand hain. Is k elawa ye cancer se hifazat karta hai.

Chuhare jism main energy ka bohut acha zariya hain. Hum is ko aek amm c chez samjhte hain jab ke qudrat ne is may bohut c eham cheezay rakhi hain . Chuhare ke fayde bohut hain aj hum baat kare ge dry dates k health benefits may app par k zarori apni daily diet main chuhare ka use karna shuro kare ge۔ 

Doodh Ke Saath Cjijare Peene Ke Fawaid

Aksar hakim apney patient ko ye mashwara zaroor deta hain k chuhare wala doodh peena chahiye. Chuhare wala doodh pene se hamain bohat saaray fwaid miltay hain. Ye bohat saari bemarioyon se hamari hifaazat karta hai. Jis ko taqat war banata ha. Is ke Istemal se chehre par jhuriyan nahi aatai. Body main naye blood cells banata hai. Rozana 4-5 Chuhare Doodh main mila kar peenay se quwat mardana badhti hai jis se aap apni zindagi ka bharpoor lutfa le paate hain.

1 glass doodh lain is main 5 Chuhare daal dain. Ab is main 5 danay kaali mirch, 1 dana Elachi  ka daal  kar is ko achay se Ubaal lain. Raat ko sonay se pehlay is main I table spoon desi ghee milayen aur is ko pee lain. Is doodh ko beenay se sardi mehsoos nai ho ge,Chuhare main Calcium, Copper, Minerals, Mangansium aur Selenum paaya jata ha to Haddiyan mazboot karta ha, Hadioyon  k dard , joron k dard aur sojan ko katam karta ha.

Ye nuska Qabaz ko b katam karta ha Chuhare main Potassium paaya jata hai jo Qabz se raahat ponchata ha. Is doodh ko peene se pait main dard aur Ishaal ke Masla se nijaat mil jati hai. Is lehe sardioun main rozana chuhare wala doodh istemaal karna chahiye.

Chuhare Se Sugar Control Karney Ka Tariqa

Chuhare main kaafi miqdaar main Magnesium paaya jata ha jo jism mian ja kar Sugar Level ko control karta ha.

Chuhare Se Wazan Barhane Ka Tariqa

Agar aap bohat ziyada dublay patlay hain aur aap apnay wazan main izafa karna chata hain tu rozana chuhare wala doodh istimal karain. Is main mojood copper, minerals aur protein hamare wazan ziyada karta hain.

Chuhare Se Danoto Ko Mazbout Bananay Ka Tariqa

Chuharo main Floride paaya jata hai. Jo danto ko karab nai honey deta aur un ko mazboot banata hai.

Health Benefits Of Dray Dates, Choharay K Fawaid In Hindi

Chohara aik achi kisam ki khajoor, Dodh ki lassi kadre howe ghee mein ubal kar tayar kea jata hain. Chharay k bout fiday hain jin main se kuch ye hain.

  1. Chohara badan ko mota karta hai, jim main khoon ki kami ko porta karta ha. 

  1. Saaf khon peda karta hai, Khon main red cell increase karta ha. 

  1. Phephre aur seene ko takat ata karta hai. Kamzori katam karta ha. Meda ko taqatwar banata ha. 

  1. Sardi, badi aur balgam ke amraz mein soodmand hai. Choharay ka rozana istimal kansi, nazla aur zakam ko katam karta ha. 

  1. Lakwa, pathri aur peeth ke dard ko door karta hai. 

  1. Danton ke lye faida mand hai.Dantoon ko mazbood karta ha. 

  1. Chohare dodh mein ubal kar istemal karne se takat barhti aur kami baah door ho kar quwate mardi mein izafa karti hai. 

  1. Chuhare wala doodh ka istemaal karne se Amal e Inhazam ka Nizaam mazbooth hota hai. 

  1. Chuhare main Calcium, Copper, Manganese aur Selenium paya jata hai to Haddiyan Mazbooth karta hai. 

  1. Chuhare main paye janey wala Fibre Kolon Cancer ko roknay main muffed hai. Ye cancer ka khatra kam karta ha. 

Note:-            Hamian rozana chuhare wala doodh peena chahye. Lekain is bat ka kheel rakna chaiya k Chohara chonke garmi peda karta hai es lye aik sath 5, 6 se zayda nahin khani chahyn. 

Health Benefits of Dry Dates with Milk in Urdu
Health Benefits of Dry Dates with Milk in Urdu
Quwate Mardi Mein Izafa K Lehe Choharay Ka Istimal

 quwate mardi mein izafa k lehe choharay ka istimal

چھوہارے سے خاص ظاقت کی بحالی کے نسخے

چھوارا خشک کھجور کو کہتے ہیں۔ مزاج کے اعتبار سے یہ گرم ہوتا ہے۔ سردیوں میں رات کو سونے سے پہلے اگر چار یا پانچ چھوارے دودھ میں بھگو کر رکھ دیئے جائیں اور صبح انہیں جوش دے کر کھا لیا جائے تو اس سے جسم میں خون بنتا ہے اور توانائی حاصل ہو تی ہے۔

چھوہارا ایک مشہور میوہ ہے جو کہ ہر جگہ آسانی سے دستیاب ہے اس کی خاس بات یہ ہے کہ یہ ہر موسم میں مل جاتا ہے۔ عربی میں چھوہارے کو خرمائے کہتے ہیں۔ چھوہارہ کی بہت سی اقسام ہیں۔ عام طور پر زرد چھوہارے کو زیادہ طاقت ور سمجھا جاتا ہے۔ طبی ماہرین کے مطابق سب سے اچھا چھوہارا بصرہ کا ہوتا ہے۔

چھوہارےکو سب بخوبی طرح جانتے ہیں مگر لوگ اس کی زیادہ قدر نہیں کرتے۔ چھوہارے کی نسبت لوگ کجھور کو زیادہ پسند کرتے ہیں۔ لیکن کجھور کے ساتھ ساتھ چھوہارے کے بھی بہت سے فوائد ہیں خصوصاََ کمزور حضرات کے لیے یہ اللہ تعالیٰ کا خاص تحفہ ہیں۔ اسی مقصد کے لیے یہاں جسم میں کمزوری دور کرنے کے لیے چھوہارے کے استعمال کے طریقہ بتائے گئے ہیں۔

خون کی کمی کو دور کرنے کے لیے چھوہارے کا استعمال

جو لوگ خون کی کمی کا شکار ہوں ان کے لیے یہ نسخہ بہت کارآمد ہے۔ ایک بڑا چمچ شہد ابلے ہو ئے ایک پیالہ پانی میں ملا کر دن میں تین چار دفعہ پی لیں۔ یہ نسخہ خون میں سرخ سیل کی کمی کے لیے انتہائی مفید ٹانک ہے۔ جسم میں خون کی مقدار بڑھاتا ہے اور خون بننے کے عمل کو تیز کرتا ہے۔جسم میں طاقت پیدا کرتا ہے اور کمزوری دور کرتا ہے۔کمزور خواتین جن کا حمل نہ ٹھہرتا ہو اس نسخہ کا استعمال کریں اور گرم غذا بند کر دیں۔ انشا اللہ فائدہ ہو گا۔ اس نسخہ سے کمر درد میں بھی آرام ملتا ہے۔

بچے کی پیدائش میں آسانی  کے لیے چھوہارے کا استعمال

حاملہ خواتین اگر ڈلیوری سے پہلے روزانہ سات دانے چھوہارے ایک پاو دودھ میں جوش دے کر استعمال کریں تو بچے کی پیدائش میں آسانی پیدا ہو جاتی ہے۔

سردی سے بچنے کے لیے چھوہارے کا استعمال

سردیوں کے موسم میں سوتے وقت بلغم، کھانسی ، نزلہ ، زکام اور سردی لگنے کی شکایت دور کر نے کے لیے دودھ میں چھواروں کے ساتھ سونٹھ ، دار چینی اور سیاہ مرچ کے ساتھ گڑ یا شہد ملا کر خوب پکایا جائے اور پھر استعمال کیا جائے تو بہت فائدہ مند ہے۔

Search Meta Tags

Benefits Of Dry Date, Choharay Ke Fayde In Urdu- health benefits of dates – Choharon se kansi ka ealj -choharay ke fayde in urdu- Flu and Fever Treatment In Urdu- Health Benefits Of Dray Dates-Choharay-choharay ke fayde-choharay ke faide-choharay ke fawaid-chuhara ke faide-dry dates benefits-dates benefits for men-dates benefits for skin-dates benefits in hindi-dates ke fayde-dates recipes-dates-khajoor ke fayde-khajoor ke fawid-khajoor-dry dates-choharay-chuhara-Rooz Chuara Khane ke Fayde in urdu-Daily Dry Dates Eating Benefits in urdu-How To Use Chuhara with Milk- Dry Dates Benefits in Urdu’Hindi-Health Benefits of Dry Dates with Milk in Urdu- quwate mardi mein izafa k lehe choharay ka istimal-

 

Jadu Ka Beri Ke Patto Se ilaj

 

Wazifa For Love Marriage In 11 Days In Urdu – Pasand Ki Shadi Karne Ka Best Wazifa

 

How To Remove Hair From Face Permanently Naturally

 

The Natural Way to Black Your Hair Without Any Hair Colors

 

Dama Ka Ilaj In Urdu -Asthma Treatment In Urdu

Spread the love
About admin 2014 Articles
Please feel free to contact us or send your comments. [email protected]

1 Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.