Phulbehri , Bars Ka Desi Aur Rohani Ilaj In Urdu
What is Vitiligo (Bars-Safid Daagh- Phulbehri)
Vitiligo is a skin disorder in which white patches appear on the skin in different parts of the body. Ye aik skin ki bemari ha jis main skin cells jo k pigment or melanin banaty hain wo khatam ho jaty hain, Melanin aik substance ha jo k hamari skin ko natural color deta ha.Treatment may help make the skin look better. Here is Vitiligo treatment.
Vitiligo Treatment
Eat 1 Tablet of Ginkgo Biloba daily. Take 5 Tablespoon of Turmeric Powder (haldi) and mix in 250 ml of Mustard Oil and apply on the white patches of skin, twice a day. Use this treatment regularly for one year.
Note:
While treatment patient must avoid sour thing, soft drinks and red meat.
Bars K Ilaj Ka Wazifa
Bars asi bimari ha jo buhut mushkil se katam hoti ha. Shifa Allah keh hath main ha insane ka kam hay ilaj karwana. Agar koi is bimari ka shikaar ha tu wo ye ilaj zaroor azmay Insha Allah shifa mil jae ge.
Surah Anbiya (Para 17), Ayat 83 ko rozana parain, agar mareez kod nai par sakta tu koi b Ye Ayat par k mareez par dam kar k poonk de. Insha Allah bohat jald hi aram aa jaye ga.
Bars se Nijaat ki Dua
Bars aksar nakis food istemaal karne ki waja se hote hain is ka ilaaj ye k chand ki 13,14,15 ko roze rakhe aur iftaar se phele barz se nijaat ki dua kare is k ilaawa roza namaaz isha k phele 3 baar drood perhe is k baad 100 baar ya majeedo perhe aur aakhir me 3 martaba durood perhe.
Safeed Dagh Ki Shifa K Liye Dua
Bars aksar nakis food istemaal karne ki waja se hote hain is ka ilaaj ye k chand ki 13,14,15 ko roze rakhe aur iftaar se phele barz se nijaat ki dua kare is k ilaawa roza namaaz isha k phele 3 baar drood perhe is k baad 100 baar ya majeedo perhe aur aakhir me 3 martaba durood perhe.
Bars K Ilaj K Lehy Home Remedies
Papeete Se Bars Ka ilaj
Papeete ko choty pieces main cuut lain. In Pieces ko apni infected skin par lagain. Papeete ka juie daily basis par istemal karein
Papeeta “Phulbehri” k ilaj karny k liye bohat faidy mand fruit ha. Papeete main kuch aisy substances hain jo k skin k color ko wapis natural form main lany k liye help karty hain. Papeeta ka ziqa agar aap ko pasand nai ha tu aap is ki jaga ye furit b ka saktain hain.
Akhroot Se Bars Ka ilaj
Akhroot k badaam ko nikal kar usy grind kar k is main thora pani mix kar k paste bana lain. Is paste ko din main 3-4 dafa phulbehri wali jagha par lagain. Is paste ko 15-20 minute k liye laga rehny dain or phir pani se saf kar lain.
Honey Se Bars Ka ilaj
Phulbehri ka ilaj k liye Pure honey ko directly apni effected skin par lagain or 30 minutes tak laga rehny dain. Isky bad isko neem garam pani se saaf kar lain.
Sirkay Aur Kalonji Se Bars Ka ilaj
Hub-ur-Shad 50 Grm, Shoniz 50 Grm, Barg-e-Mehndi 50 Grm, Sirka 900 Grm lain. Ye tamam chezain Sirkay main ubaal lain aur chaan kar is main kalonji ka tail mila kar bars keh daagh dhabbo per lagain. Din main 2 baar laga saktain hain. Insha Allah bout fida ho ga.
Some Suggestion For Bars Patient
Agar kisi ko bars k bimari ho aur wo is ka ilaj karwa raha ho tu doran ilaj jitna ziada Vitamin C istemal kar sakty hain karein jaisa k lemons, grapefruits, oranges, strawberries. Isky elawa vegetables main ap Palak, Potato, Gobhi or tomatoes jaisi sabzian istemal karain. Sunburn se khud ko bachian. Din main 2 se 3 martaba bath lain.
Baras Ya Phulbehri Say Nijat Ka Totka- Bars Ke Dagh Ka Ilaj- bars ka ilaj- bars ka rohani ilaj- Safaid daagh ka ilaj-Bars ka Gharelu ilaj-Vitiligo Treatment- Phulbehri ka ilaj in Urdu- Bars K Ilaj K Lehy Home Remedies
Cure Diabetes With Methi and Karela Best Home Remedies for Diabetes
https://itechnhealth.com/download-online-ubqari-magazine-september-2017/
Leave a Reply