Moun Aur Zuban K Pakna Ka Ilaj, Home Remedies To Get Rid Mouth Blisters

Moun Aur Zuban K Pakna Ka Ilaj
Moun Aur Zuban K Pakna Ka Ilaj, Home Remedies To Get Rid Mouth Blisters

There are several home remedies that can save you from painful blisters of mouth. In today’s article we have covered few authentic and ever experienced method to get rid of painful mouth blisters just in 24 hours.

If you have emerged on the pink surface of a small white mark in the mouth, it is a sign of injury or wound in the mouth. These bellies are small and tight wounds that become soft in the face of the mouth that can be cheeks, gums and tongues.

According to the Mio Clinic, brush strengths, spices or acne foods, changes in hormones and stains etc. Experts believe that these are the result of bruising auto-immune activity, and it occurs when the body attacks itself against a virus.

Usually, these bellies are cured within a week, just to use healthy food, while spices, spirits and chips have to be drained while the brush is done carefully. If these bellies remain longer than a week, they begin to get out of the blood or grow older over time, and then it is better to consult the doctor and try to know if it is a serious problem, such as mouth or oral cancer.

Home Remedies for Teeth Pain

1.      Massage gently the paining tooth with clove oil.

2.      Pour few drops of ginger juice on that tooth and massage these teeth gently.

3.      Mix salt with water and gargle few times with this mixture. Do this 3-4 times a day. The teeth pain will be gone immediately.

4.      Keep ice cube on paining tooth it will very helpfully to get rid from teeth pain.

5.      Alum heals the gums and helps fighting with bacteria in our mouth. One can gargle with water and alum in the mouth 2-3 times a day. Though, it will not harm, however, do not swallow this alum mixed water.

6.      Get a powder of Alum and start brushing of teeth with this powder it will also help to reduce the tooth pain. Also, you can place a piece of alum with water in your mouth. Repeat this process 2-3 times every day. Insha Allah your teeth will become healthy and teeth pain will also be gone by using these remedies.

Moun Aur Zuban K Pakna Ilaj

Jab aap kisi masalay daar cheez ko moun main dalein aur maloom ho k moun ya zuban main tu koi zakham ho chuka hai jis ki wajah se bohat takleef mehsoos ho. Ya pir danton par tooth brush karte hue takleef hoti ho. Agar moun aur Zuban main chote chote safed nishan ya chalay zakhan par ban jajen tu b in se bouth takleef hoti ha. Ye zakham kisi kay moun main bhi ho sakte hain aur bohat ziada takleef deh sabit hote hain khas taur par jab koi mirch masalay ya tezabi cheez ko khaya jaye.

Moun Pakne Ki Wajah

Abi ye to wazeh nahi hai kay moun pakne ki asal wajah kya hai lekin kuch cheezon k baray main khayal hai kay wo iski wajah bante hain. Zoor zoor se tooth brush karna, tez masalay daar cheezon ka zida istimal, tezabi aur morgan ghizayen, hormones main tabdeeliyan moun pakney aur zuban k chaalon ka sabab bante hain. Khuch health experts ka khayal hai kay ye chaaly immune activities ka nateeja hote hain aur ye aisa waqt hota hai jab jism kisi virus ke khilaf larte hue khud ko he nishana bana leta hai.

Honto Ko Phatne Se Bachane Ke Totkay

Sandal ka Tail aur Custer Oil sardiyon main phate honton kay liye liye bhi kaar amad hai. Sardiyon mai is ka baqaida istemal phate honton ko aram deta hai air inhen surkh aur narm-o-nazuk banata hai. Is kay ilawa koshish karen kay jab bhi aap chipstick khareede to wo kisi flavour mai na ho aur liquid bhi na ho, jahan bhi jaen apne sath chipstick rakhen aur har ek se do ghante main ise use karen. Phate honton ko kabhi bhi nochen na balke ise kisi cheez se kaat len.

Honto K Phatney Ka Ilaj In Urdu 

Honto K Phatney Ka Ilaj In Urdu

Honto K Phatney Ka Rohani Ilaj 

Honto K Phatney Ka Rohani Ilaj

Dant Ke Dard Ka Ilaj

1.      Jis daant main dard ho wahan rohi (cotton) pe long ka tail se halki-halki malish kijiye.

2.      Dant dard ke fouri aram ke liye Adrak ko moun main rakh kar uska arq moun main ghulne dijiye. Aur phir us arq se halke-halke ungli se jis dant main dard hai us par malish kijiye. 

3.      Thoda sa namak pani main ghol dijiye aur aus pani se bar-bar kule kijiye. Insha ALLAH dant ka kam ho jaye ga.

4.      Barf yani Ice dard wale dant par rakhain is se b dant ka dard khatm hone lagega.

5.      Thandi-thandi Ice cream khane se dant ke dard se fauran aram milta hai.

Dant Dard Ka Ilaj 

Dant Dard Ka Ilaj

Danto Ko Chamkaney ka Nuska 

Danto Ko Chamkaney ka Nuska

Dant ke Dard ki Dua

Agar kisi k daant main bout zida dard ho raha ho. Aur dant ka dard naqabil-e-bardasht ho to aus shaks ko chahiye ke niche di hui ayat ko apni hath ya fir ungli se us daant ko pakar kar 7 martaba parhe. Insha Allah dant dart foren katam ho jaye ga. Ayat Ye ha.

Dant Dard Ki Dua

Dant ke Dard ki Dua

Dant ke Dard ki Dua 

Dant dard ki dua

Zaban k Chalon Ka ilaj

Zaban k Chalon Ka ilaj

Zaban Ki Luknat Ka Ilaj

Zaban Ki Luknat Ka Ilaj

Laqwa Ka Ilaj In Urdu

Laqwa Ka Ilaj In Urdu

Search Meta Tags

Moun Aur Zuban K Pakna Ka Ilaj-Home Remedies To Get Rid Mouth Blisters-moun ka pak jana in English-moun ka pak jana ka ilaj-mun pak jana ka ilaj in English-zuban ka pak jana in English-muh pakne ki wajah-muh ka pakna ilaj-stomatitis-zuban pakna ka ilaj-muh ke chalo ki tablet name-muh ke chalo ka totka-Muh Ke Chalo Ka Ilaj-moun ka pakna-Mu Main Chalon Ka Ilaaj Rohani Ilaaj-Moo K Chalo Ka Ilaj in Urdu-Zuban K Chalo Ka Ilaj-Muh Ke Chalo Ka Totka in Urdu-Mun K Chalay Ka Ilaj in Urdu-Moun Ke Chale in English-Mu K Chale Ka Ilaj-Zuban Ka Pak Jana-Muh Ka Pakna Ilaj-laqwa ki dua-laqwa ka ilaj-laqwa ka ilaj ubqari-laqwa ka ilaj in urdu-laqwa ki alamat-paralysis treatment in quran-wazifa for paralysis cure-laqwa ka gharelu ilaj- Zaban Ki Luknat Ka Ilaj- Zaban k Chalon Ka ilaj- Dant ke Dard ki Dua- Dant Dard Ka Ilaj- Danto Ko Chamkaney ka Nuska

 

Subah Khali Pait Kalonji Khane Ke Fayde, Kalonji Khane Ka Tarika

 

Acacia Powder Benefits For Men, Women & Acacia Powder Side Effects

 

How To Stop Tooth Pain Fast, Dant Dard Ka Fori Ilaj

 

Get Rid Wisdom Tooth Pain Due to Cavity, Tooth Decay: Dant Dard Ka Ilaj

 

Dant Dard Ka Fori Ilaj, Dant Main Keera Ka Ilaj In Urdu

 

Joint Pain Home Remedies, Ghutno Ke Dard Ka Desi Ilaj In Urdu

 

Badi Elaichi Ke Fayde, Elaichi Benefits And Side Effects In Urdu

 

Falij Aur Laqwa Ka Ilaj, Falij Ka Ilaj Wazifa

 

Falij o Laqwa Ka Rohani Ilaj Aur Deski Ilaj

 

Paralysis Symptoms, Paralysis Treatment, Causes Of Paralysis Attack

 

 

Spread the love
About admin 2012 Articles
Please feel free to contact us or send your comments. itechnhealth@gmail.com

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.