Kamar Dard Ka Ilaj Ubqari, Kamar Dard Ka Desi Nuskha

Kamar Dard Ka Ilaj Ubqari, Kamar Dard Ka Desi Nuskha
Kamar Dard Ka Ilaj Ubqari, Kamar Dard Ka Desi Nuskha

Aj kal Kamar ka dard aik aaam bimaari hai. . Ye dard ziyadah tar in logon ko hota hai jin ka weight zayada hota hy.Kamar kay dard ki wajuhat bohot hain.Kamar dard ka ilaj bout costly ha lakin kuch ghuralo totky aazma kar is dard se nijat hasil ki ja sakti ha. afaqay ki sorat peda ki jaa sakti hai. Kamar ka dard aksar kisi wazni kam ki waja sy hota hai jis ko karny ki himmat ham main nahe hoti.

Kamar Dard Ki Wajohat

Kamar kay dard ki wajuhat main weight zayada hona,bones ka weak hona, pregnent khawateen ko doran e hamal kamqar dard hona, achanak jhatka lag jana, zayada weight uthana shamal hain.

Kamar Dard Ka ilaj Desi Totky

1. Kamar dard ki sorat main baraf ky tukry (Ice cube) sy takor ki jaye tu kamar ky patthon par acha asar parta hai. Ice cube se dard ki jaga 7-8 minutes malish karain, har 4 ghante k bad malish Karen is se kamard dard kam ho jata ha.

2. Aik do din baraf sy takoor ky bad dard ki jaga ko garmi dena shuru kr dain. Aisa karain ky ek toliya (towel) lay kar is sy khoob garam pani main bhigo lein. Phir is sy nichoor lain. Pait ky bal lait jayen aur legs aur hips kay neechy Pillow rakh lain. Towel ko phila kr dard wali jaga par rakhyn. Towel ky ird gird plastic ki sheet lapyt dain aur is pr garam paani ki bottel rakh dain. Upar halka sa wazan bhi rakhain taa ky kuch wazan bhi pary.

3. Agr aap ko ye andaza nai ho ky dard ky liye baraf behtar hai ya garmi tu phir dono tareeky istimal karain. Adha ghanta baraf ki takoor aur phir itni hi dair grmi deny.

4. Kamar ky nichly hissy main dard main afaqy ky liye zamin par leit jayen aur aram sy apny ghutny (Knee) opar seny (chest) ki taraf layen. Jb ghutny (knee) wahan pohanch jayen tou un pr thora sa dabao daleyn phir inhein philayein aur dheela chor dain.

Lower Back Pain Treatment At Home

You can get the best treatment for your back pain by using a few items at home: –

1. Back pain is cured by eating Chawara (Dry Dates) with milk.

2. Mixing Khalas ghee, ginger juice and drinking it cures back pain.

3. Use fenugreek in food to get rid from back pain.

4. Mix 01 tablespoon of garlic juice, 01 tablespoon of lemon juice, 02 tablespoons of water and drink it in the morning and evening will cure back pain.

Kamar Dard Ka Desi ilaj In Urdu

Kamar Dard Ka Desi ilaj In Urdu

Kamar Dard Ka Desi Nuskha

Kamar Dard Ka Desi Nuskha

Kamar Dard Ka Rohani Ilaj

Kamar Dard Ka Rohani Ilaj

Kamar Dard Ka Ilaj Ubqari 4

Kamar Dard Ka Ilaj Ubqari

Kamar Dard Easy Treatment

Kamar Dard Easy Treatment

Search Meta Tags

kamar dard ka ilaj ubqari-kamar dard ka desi nuskha-kamar dard ka ilaj tib e nabvi-kamar dard ki exercise-kamar dard ki wajohat in urdu-kamar dard ki dua-kamar dard ki wajohat-kamar dard medicine tablet-kamar dard ka ilaj ubqari-kamar dard ka desi nuskha-Kamar Dard Ka Rohani Ilaj-goron ka dard-goron k dard ka ilaj

Kamar Dard Ka Ilaj Back Pain Treatment- Kamar Dard Ka Desi Totkay

 

Kamar Dard Ka Ilaj Sirf 1 Din Mein Kamar Dard Say Nijat-Back Pain Home Remedies

 

Joint Pain Home Remedies, Ghutno Ke Dard Ka Desi Ilaj In Urdu

 

Joron Ke Dard Ka Ilaj Joint Pain Treatment In Urdu

 

Joron k dard ka ilaj, pathon ki kamzori ka ilaj In Urdu, Joints Pain Treatment

 

Natural Remedies For Back Pain, Joint Pain Home Treatment

 

Treatment Of Uric Acid At Home, Uric Acid Ka Ilaj

 

Gout Symptoms & Immediate Gout Pain Relief

 

Qabz Ka Ilaj In Urdu, Instant Home Remedy For Constipation

 

Wazan Kam Karne K Tariqy -Pait Kam Karne K Totkay-Weight Lose Tips In Urdu

 

Har Bimari Ka Quran Pak Se Ilaj In Urdu- Quran Se Shifa- Islamic Waziaf In Urdu

 

Sonf Ke Fawaid – Saunf Ke Fayde – Health Benefits of Fennel Seeds

 

Adrak Ke Faide – Ginger Benefits

 

Best Medical App In Pakistan – Pharmapedia Pakistan

 

Spread the love
About admin 2014 Articles
Please feel free to contact us or send your comments. [email protected]

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.